zamana SMS Messages156 messages

itni c bus hikayat-e-EHD-e-zamana hai
HUJJAAT KHUDA ki asal hai baqi fasana hai
Ghairoon ne jo IMAM banaye thay chal basay
Zinda faqat hamara IMAM-E-zamana(a.s) hai
Jahan Me Tazkra
Shaan-o-Seher
HUSSAIN ka Hy

zamana Dekh Ly Kitna
Asar HUSSAIN Ka Hy

Hy Karbala Jo 72
Gulo''n Ka Guldasta

Isy Sajany Me Sara
Hunar HUSSAIN Ka Hy
Yun Hi Nahi Jahan Main
Charcha HUSSAIN Ka

Kuch Dekh K Hua Tha
zamana HUSSAIN Ka

Sar De k Do Jahan Ki
Hukumat Khareed Li

Mehanga Para yazeed Ko
Sauda HUSSAIN Ka ...
Waqt mile tab yaad karte ho,

mood ho tab baat karte ho.

Ek zamana tha jab har pal msg karte the,

ab to karachi KI BARISH ki trh yaad karte ho
Dost Tumhari Girl freind ka phone aaya tha"
"
"

Keh rahi thi
"
"

Koi pathar se na mare mere dewane ko
"
"

Bomb ka zamana hai...URRA do saleY ko...! ;->
Dushman mere khusiyOn ka zamana hi nahi tha
Tum ne bhi kabhi apna to jana hi nahi tha

Kia karta akaila main saja kar kOi mEhfil
Jab shehar main kisi ne nibahna hi nahi tha

Dil ne to bOhat chaha magar kis tarah jeetay
JeenaY k liye kOi bahana hi nahi tha

Mur mur k dekhta raha maiN Umar bhar magar
Tum aaye nahi tum ko to aana hi nahi tha

Aik rasta bacha tha wO bhi lotne ka tha
Jata main kahaN kOi thikana hi nahi tha

Ab jhuk k mere lash ko jhinjhOr rahe ho
Jaise tumhare "SHAYAR" ko jana hi nahi tha
Muddat say koi acha dost na mila
Ek zamanay k bad milna acha laga
Sagar say gehri lagi apki ankhein
Tairna to ata tha hamein par dobna acha laga
Zindge youn the ke jenee ka bahana tu tha
Hum tu faqat zaib-e-hikayat the, afsana tu tha
Jese Jese chaha tere hijran main wo log
Atee jatee musam the zamana tu tha
Dost dost ke hatoon main kamanee theen farhan
Sabhi dekh ke such rahee the, nishana tu tha.
saza yah khob mili tum say dil laganay ki,nazarlagi hay meray pyar ko zamanay ki,ab to qabar mein say bhi nikal ker kahtay hain hath mere,hamain to hasrat hi rah gai tumhain galay laganay ki
Meri Ankhoon Sai Kabhi Utroo Dil Main,
Kai Main Dhadkan Main Basa Lon Tum Ko,
Jaan Sai Barh Kar Chahon Tumhain,
Apni Zindagi Hi Banna Loon Tum Ko,
Maray Khabon Main Sirf Tum Hi Baso,
Apni Neendon Main Saja Loon Tum Ko,
Loogon Ki Bhir Main Kho Na Jao Kahin,
zamanay Sai Chalo Main Chura Lon Tum Ko,
Meri Tanhai Ko Zaroorat Hai Tumhari,
Gar Ijazat Ho Tu Yadon Main Bula Lon Tum Ko
Kabhi kabhi meray dil mein khayal ata hai
K zindagi teri zulfon ki narm chhaon mein
Guzarnay pati tu shadab ho bhi sakti thi
Yeh teragi jo meri zeest ka muqadar hai
Teri nazar ki shuaon mein kho bhi sakti thi
Ajab na tha k mein begana alm ho kar
Teray jamal ki ranaeon mein kho rehta
Tera gudaz badan teri neem baz ankhein
Inheen haseen fasanoon mein mehav ho rehta
Pukarteen mujhe jab talkhiyan zamanay ki
Teray labon say halawat k ghoont pee leta
Hayat cheekhati pherti barehna sir aur mein
Ghaneri zulfon k saya mein chhup k jee leta
Magar yeh ho na saka aur ab yeh alam hai
K tu nahi tera ghum teri justaju bhi nahi
Guzar rahi hai kuch es tarah say zindagi jaisay
zamanay bhar k dukhon ko laga chukka hoon galay
Guzar raha hoon kuch anjani rahgawaron say
Muhayab saye meri simat bhartay atay hain
Hayat-o-maut k par hol kharzaron say
Na koi jada manzil na roshni ka charag
Bhatak rahi hai khalaon mein zindagi meri
Enheen khalaon mein reh jaoo ga kabhi kho kar
Mein janta hoon meri ham-nafas magar youn hee
Kabhi kabhi meray dil mein khayal ata hai