wada SMS Messages127 messages

Taskeen-e-dil ky Wasty wada to Kijaye'

Hamin Pata Hai Apsy Ayea na jaye Ga.
Hum to uski har khuwahish puri karne ka wada kar baithy "Faraz",
.
.
.
Humein kya pata k humein chorna bhi uski ek khuwahish thi.
A= Aitbaar
B= Bharosa
C= Chahat
D= Dosti
E= Enaayat
F= Faisla
G= Gham
H= Hamdam
I= Intizar
J= Justuju
K= Khayal
L= Lamhay
M= Mohabbat
N= Naarazgi
O= Omeed
P= Pyaar
Q= Qismat
R= Rishtay
S= Samjhota
T= Tamanna
U= Udasiyan
V= Virasat
W= wada
X= Xcuse
Y= Yadain
In Sab Feelings Se Milkar Banti Hai Z=Zindagi
Zindgi Inhi Namo Me Se Ek He.

A
Aitbar

B
Bharosa

C
Chaht

D
Dosti

E
Enayat

F
Fesla

G
Gham

H
Hamsafar

I
Intizar

J
Justuju

K
Khayal

L
Lamha

M
Mohabot

N
Narazgi

O
Omed

P
Pyar

Q
Qismat

R
Rishty

S
Samjota

T
Tamana

U
Udasi

V
Virasat
W
wada

X
Xcuses

Y
Yaden

Z
Zindagi

Kesi Lagi Zindgi
Un $e door jane ka irada na tha,
$ada $ath rehne ka bhi wada na tha,
woh yaad na karenge yeh jante they hun,
par itni jaldi bhool jaynge ANDAZA na tha...
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada,
Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada.
Sabko EID MUBARAK
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada,
Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada.
Sabko EID MUBARAK
Yun AIENO Se Kab Tak Dil Behlao Ge,

Jab Koi Nahi Ho Ga To Khud Ko TANHA Pao Ge,

Choti EID To Chalo Guzar Gayi Lakin,

wada Karo BARI EID Pay Zaro0r Nahao Gay!
Un say door janey ka irada to na tha!

Sada sath rehny ka b wada to na tha!

Wo yaad na karay ga yeah janty thy hum!

Par itni jaldi bhool haye ga indaza to na tha! KK
hai humara, Dil ke kone me hai Naam tumhara,
Her yaad me hai chehra tumhara,
SMS nahi to kya hoa Zindagi
bhar saath nibhana ka wada hai humara!
Wo Jis Ne Apne Nana
Ka wada Wafa Ker Dia

Ghar Ka Ghar
Supard-e-Allah Ker Dia

Nosh Ker Lia Jis Ne
Shahadat Ka Jaam

Us Hussain Ibn e Ali
Par Lakho''n Salam ..
Abhi Ye Na Pooch K Manzil Kahan Hai

Abhi Tou Bas Safar Ka Irada Kia Hai

Na Hoarunga Main Hosla Zindagi Bhar

Ye Kisi Se Nahi Khud Se wada Kia Hai