ye jo zindagy ki kitaab hai,
ye kitaab bhi kia kitaab hai,
kaheen ik haseen sa khoaab hai,
kaheen jaan lewa azab hai,
kaheen aans
uon ki hai daastaan,
kaheen m
usk
urahaton ka bayan hai,
kai chehre is mein ch
upe hoe,
ik ajeeb sa ye naqab hai,
kaheen kho dya , kaheen paa lia,
kaheen ro lia , kaheen gaa lia,
kaheen cheen lety hai har kh
ushi,
kaheen meharbaan behisaab hai,
kaheen dhoop hai , kaheen or hi koi roop hai,
kaheen barkaton ki hain barishein,
kaheen tishnagy behisaab hai,
YE JO ZINDAGY KI KITAAB HAI.......