MOHABBAT
t
umhain zid hai ka main kah doon
m
ujay zid hai ka t
um kah doo
ka m
ujay t
um sa m
uhabbat hia
nahin yeh jaanta doonoon
m
uhabbat kab bahla mohtaj hai lafzoon ki ,batoon ki .
mohabbat too h
umara dill ki darhkanoon main ch
uppa s
urili geet ki manid..
m
uhabbat aankh main palta woo p
ur israr jazba hai jissa aab tak nahin koi samaj paya
na is ki koi soorat na is ka koi paimana
dhakka lafzooon main to is ka bohat izhar hoota hia
k
uch aisa hi ka jaisa aab
taha-e-dill sa too h
um doonoon bohat izhar karta hain ,
magar pher na jaana kioon
t
umahian zid hai ka main kah doon
m
ujay zid hai ka t
um kah doo
ka m
ujay t
um sa ..............