1 pathan: Roze ke dauran naswar laga rha tha,
2nd pathan: Abe ye kya tera roza nahi hai?
1st pathan: Mera Roza itna kamzor nahi jo naswar se toot jayega.
Jo kar sakta hy karle
.
Jahan chup sakta hy chup ja
.
Kiyun k tere pass hain sirf 15 din,
.
14 din k bad tujhe dunya k har kone se dhoond kar Qaid Kaid kr dia jae ga samjha!
Ramzan Aane Wala Hai... =P ;->
Garmi K Mausam Ki Wajah Se, . Agar Rozay Main Aapko Shadeed Pyaas Mehsoos Honay Lagay. . To Aisa Karen. . . . . . Maghrib ki Azaan Ka Intazaar Karen. . Ziyada Dramay Bazi Ki Zaroorat Nahi Hai.