Pather tha mager barf k galoon ki tarah tha...
Ek shakhs andhairoon mein
ujaaloon ki tarah tha...
khawaboon ki tarah tha na khiyaloon ki tarah tha....
Woh ilm-e-riazi k sawaloon ki tarah tha...
uljha h
ua aisa keh kabhi hal ho na paiya...
S
uljha h
ua aisa keh misaloon ki tarah tha....
Woh mil to giya tha mager apna hi m
uqadder....
Shatranj ki
uljhi hoi chaaloon ki tarah tha....