shoq SMS Messages34 messages

wo aaya tha mehfil me magar shoq se nhe
wo pas to betha tha magar dil se nh
kon kehta hai use piyar nh tha
piyar to tha maga afsos mujh se nh....
Kahin tum bhi na ban jana mazmiin kisi kitaab ka

....."Qanwal".....

LOg baray shoq say parthay hain kahaniyan be'wafaon ki
Teri Ibtada koi or hai.....
Tari inteha koi or hai.....
Teri bath hum sey hoi to kia......
Tara mudda'a Koi or hai....
Humein shoq tha bari dair se k teray Sharik-e-safer banein....
Teray sath chal k khabar hoi tera rasta koi or hai.....
Tujhe fikar hai k badal dia mujhe gardish-e-shab-o-roz ne.....
Kabhi khud se bhi too sawal kar tu wohi hai ya koi hoor hai....
Wo Silsily Wo shoq Wo Qurbat Nhi rhi.

Phir Yun Hua K Dard Me Shidat Nhi Rhi,

Apni zindgi mai Hogya Masrof Wo Boht,

Or Hum Ko Yad Krny Ki Fursat Nhi Rhi..

Mohabbat Ki Haseen Rahon Mein Aksar Mene Dekha Hai

Jo Sathi Sath Chalte They, Bichhartey Maine Dekha Hai,

Sajaatey They Barey Hi shoq Se Khayalon Ki Haseen Duniya,

Bohat Choti Si Baaton Pe Ujartey Maine Dekha Hai,

Jo Kehte Thaay K Ik Pal Bin Tere Hum Reh Na Payenge,

Saamna Ab Ho To Chup Chap Guzartey Maine Dekha Hai,

Jo Kehte Thaay Tera Rishta Zamane Bhar Se Afzal Hai

Unhi Rishton Ko Pal Bhar Mein Bikhartey Maine Dekha Hai.
Pathan Ne M.A mai 1st Position Li:

Teacher ne pocha: Ab Agay Kya Karne Ka Irada Hai?

Pathan:

.
.
.
.

Bachpan Se shoq Tha
K
CHOWKIDARI Karon.
UN KO TO BHOOL KR B NA AAI HAMARI YAD
OR HUM INTAZAR-E- shoq MEN JAN SAY GUZAR GAYAY.
DEDICATED TO MY FRIEND ......MUZA,,IL MUSTAFA
Teri yAad se 1 Lamha nahi hai khali
Tu phool hai GARDEN ka hum uske hain maali.
Tumhe chaye ka shoq hai aur hum hain pyali.
Tu paer hai khajur ka main hon daali.
Dekha kitni mohabbat hai puri nazam banali
Mujhe malum hai apki koi to majburi hogi
Jo aap ne itne kam peson mein Apni Izzat LOotwali............ ;->
FI





MT





FIT







MUF





Y





FITA











FITAY MU!!



Hogai Tasalli?
Bahut shoq Hai SMS Parhne Ka
Dervaish kbi waqt k qadmon mein nhi girta
Sitara tot bi jai tu zamin per nhi girta
Deryaon ko shoq ha samander mein uterne ka
Samander kabi derya mein nhi girta
Wo silsily wo shoq wo nisbat nahi rahi...
Ab zindagi main hijr ki vehshat nahi rahi...
Tota hai jab se us ki masihai ka talisam...
Dil ko kisi maseeha ki hajt nahi rahi...
Phir yon hua k koi shnasa nahi raha...
Phir yon hua k dard main shidt nahi rahi...
Phir yon hua k ho gaya masroof wo buhat...
Or hum ko yaad kerne ki fursat nahi rahi...
Ab kya kisi ko chahain k hum ko tu in dino...
Khud apne ap se b mohabbat nahi rahi...
kaysi mohabbat
kaysi chahat
hum par sub kuch
roshan hay
unhi zara sa
shoq hua tha
aoo dill barbaad kern......