sahi SMS Messages242 messages

Zindgi lahar thi aap sahil hue,
na jane kaise hum apki dosti ke kabil hue,
nahi bhulayenge hum us hasin pal ko,
jab aap hamari chhoti si zindgi me shamil hue.
[email protected]
Dost 1 sahil Hai Tufan K Liye
Dost 1 Ayina Hay Armano Liye
Dost 1 Mahfil Hai Anjano K Liye
Dost 1 Kwahish Hai...

Aap Jaise Dost Paane K Liye
zindgi laher thi aap sahil huye,
na jane kaise hum apki dosti ke kabil huye,
nahi bhulayenge hum us hasin pal ko,
jab aap hamari chhoti si zindgi me samil huye.....
Dost Banana Sikha Dia He Zindagi Ne
Khush Rehna Sikha Dia He Zindagi Ne
Door Reh Ker Bhi Paas Hote Ho Tum
Tum Se Baat Kerna Sikha Dia He Zindagi Ne
Rona Nahi Ata Mujhay Shayed
Hansna Sikha Dia He Zindagi Ne
Phoolon Me Khushboo Hi Na sahi
Per Khushboo Ko Mahsoos Kerna Sikha Dia He Zindagi Ne
Saja rakhi thi darya par ajab baraat pani ki
Bahut kerte the Ashrare yazidi baat pani ki
Magar sahil pe pahonche thokarain marien chale aye
Bata di Hazrat-e-Abbas ne Auqaat pani ki.
Momin ki har sada ko taira intezar hay
eman ki baqa ko taira intezar hy
phr sajda e hussain ki hayat hay deen ko
aa ja ka la ilha ko taira intezar hy
parda hata k daikh mairey daur k hussain
haan aab bhi karbala ko taira intezar hy
Baichain zulfiqar hy beetab murtajis
Abbas e bawafa ko taira intezar hy
Tu hi suna sakay ga sahi maqtal e hussain
Har majlis e azza ko taira intezar hy
Yaqeen Nahi To Eesa Nabi se Pooch Le Tu

Qaza Bhi Aaye to Foran ye Taal Deta Hai

Ali (a.s) Wali ko Musibat Me Tu Bula To sahi

Ye Mushkilon Ka Janaza Nikal Deta Hai
Aankho''n k sahilo''n
Pe Hy Askho''n Ka
Ek Hujoom

Shayad
GHAM-E-HUSSAIN
Ka Mausam Qareeb Hy ...
Kareeb AHLEBAYT k Aao toh koi Baat bane
Imaan phir se Jaga''o toh koi baat bane

Lahoo jo Beh gaya sahie-e-KARBALA ka
Unke MAQSAD ko samjho toh koi baat bane
Kisi Ne Sir Kataya tha,
Najane Kitno Ne Ghar
Lutaya Tha,
Ye Din Mushkil Se Ata Hi,
Ye Din Mushkil Se Aaya Tha,
SALAM Beshumar AZADI K Un sahiDON Per,
Jinho Ne RAH-E-AZADI Min
Apna KHOON Bahaya Tha,
SALAAM Un MAAON BEHNO, BETIYON Per,
Jinho Ne Apney MUQADDAS ANCHAL Se Ye AZEEM PARCHAM Bnaya Tha,
Tu hai harjaee,
tu apna b yeh toar sahi......
too nahi to oar sahi oar naheen to oar sahi
Nigaho me or koi dosti ke kabil na raha,is kinare ka or koi sahil na raha.Chand jaisa dost mila hume zamin par, aasma ka chand bhi ab deedar k kabil nahi
raha.