sahar SMS Messages109 messages

Ma da khazan pa wacho pano ke ashna latawa,

Ya me dunya ke da alamo na juda latawa.

Ka pa dunya v khushali za khushali sa kaom,

ma da ghamuno pa mairo sahar saba latawa.

Charta shledale griwan gora sarbabare Imdad,
Da yaar pa gham k ye naskor sar pa sehra latawa.
labhdae ha sahara,
sahara nahi labhda
ek vari milya o dobara nahi labhda
gva dai samunder vich khava main gotae
mukader di gal hai kinara nahi labhda
Kashtiyan nu vi kinare milde ne,
sahareyan nu vi sahare milde ne,
kaun kehnda hai k duniya ch dost nahi,
kuch dost jaan to vi pyare milde ne.....
labhdae ha saahi labhda
gva dai samunder vich khavhara,
sahara nahi labhda
ek vari milya o dobara na main gotae
mukader di gal hai kinara nahi labhda
Yaad De sahary Mainy Bary Din Guzary!
Umeed De sahary, Tainu Duron Tak Tak Tere Kardan Nazary
Mere Yaar Mainu Labhdy, Yaran Nu Lawan Larry
Nale Siny Dy Wichon Tainu Dil Awazan Mary
Yaad De sahary Mainy Bary Din Guzary!
qareeb maut khari hai zaraa thahar jao
qazaa se aankh lari hai zaraa thahar jao

thaki thaki si fazaayen bujhe bujhe taare
bari udaas ghari hai zaraa thahar jao

nahin ummeed ki ham aaj ki sahar dekhen
ye raat ham pe kari hai zaraa thahar jao

abhi na jao ke taaron kaa dil dharaktaa hai
tamaam raat pari hai zaraa thahar jao

phir is ke baad kabhi ham na tum ko rokenge
labon pe saans ari hai zaraa thahar jao

dam-e-firaaq mein ji bhar ke tum ko dekh to luun
ye faisale kii ghari hai zaraa thahar jao X
Badalti rut ka ishara dekhte hain

Ab kaise ho ga guzara dekhte hain

Muhabbat ki yeh rasam bhi kitni ajeeb hai

Jaane wale palat kar dobara dekhte hain

Doobne waale doobne se zara pehle

Aik ummeed par kinara dekhte hain

Teri Khudaai se gilah hone lagta hai

Jab duniya men koi be-sahara dekhte hain

Kya muhabbat hamain bhi raas aaye gi
"Sajid"

Aao apna apna sitara dekhte hain.
dil ka kya hai ye to teri yadon k sahare g le ga.

amir

bat to ankhon ki hai jo tarpti hain tere didar k liye...
Kuch to tanhai ki raton mein sahara hotatum na hotay par zikar tumharahotais dunya mein koi hamdard na paya mein nayek hasrat hi rahi koi hamara hota
Aansu nahi thamte
Aansu nahi thamte hain aankhon main abhi tak
Jaate hue rota woh mujhe chorr gaya tha

Armano ki Duniya ke anmol se sapne
pal main woh mere saamne sab torr gaya tha

Jaan deta tha meri her baat pe lekin yun hi
Besabab Duniya se meri rukh morr gaya tha

Din ki tanhayi ka gham, raaton ki uddasi hamraah
Saare ghamon se rishta mera jorr gaya tha

Aey kaaaaash koi jaa ke usse pooche
Yahan kis ke sahare pe mujhe chor gaya tha...
dard ki baarish mae tou dil roz bheegta hai
ai Khuda aaj chahay tou phir se wahi dard ki baraish kar de..
par ek boond khushi ki esmae de de..
wo khusi mai nazro se dekhna chahati hu..
wo kush hai kahi door mujhsae..
bus ye ek paigaam de de..
es ek boond ke sahare mai apni zindagi jee jaungi..
phir chahaye tou umra bhar gam aur dard ki baarish de de..
TAMAM GAM BHUL JANE KO G KARTA HE AAJ, MUSKURANE KO G KARTA HE, BAHUT G LIYE saharE AAPKI YADON KE, AAJ APKE PAS AANE KO G KARTA HAI.