kahten hain chaand taare, uth rozadar pyare,
Taqdeer ko jagaane, uth nekiyan kamane,
Jannat men ghar banane, har
simt hain ujiyare,
kahten hain chaand taare, uth rozadar pyare,
Ye waqt imtihan hain jo kuchh bhi hai hay ayan hai,
Jo i
ska qadrdaan hai wo
shakh
s kaamraan hai,
haq ke
samajh i
shaare, uth rozadar pyare
Gam ki dawa hai roza, dil ki giza hai roza,
sabr o raza hai roza, fazl e khuda hai roza,
kya khoob hai nazare, uth rozadar pyare,
Taqdeer ki
sada hai, Iman ki fiza hai,
Maahol dilruba hai, har fard padh raha hai,
Quran ke
sipaare, uth rozadar pyare,