Aya hain ramzan jaag utha Iman Har neki azad hui aur qaid hua shytan
fazr se ghanto pahle har ghar men hai bedari Neend se sabko nafrat hai aur sehri sabko pyari bachche sab uth baithe allah ki dekho shaan Aya hain ramzan jaag utha Iman
Qabr men kaam na ayenge ye sona chandi note Ab bhi waqt hai kar lo tum dur amal ka khot Is ramzan men padh lo tum mukammal quran Aya hain ramzan jaag utha Iman
Aftar k waqt jab rozedar azan ka intezar kar raha hota hai to Allah shaitan se kehta hai, Dekh mere bandey ko jis ko tu kehta tha nafarman ho ga. jab tak mera naam is k kano mein nhi parta ye luqma nhi dalta. is waqt mera banda jo kuch b Duaa kre ga main usko zarur qubul krunga. SUBHAN ALLAH.
Allah’s Apostle used to
practice a aitakaf in
the last ten days of
the holy month of Ramadan,
May Allah removes all the hurdles
and make it easy to follow our prophet.