Garmi K Mausam Ki Wajah Se,

Garmi K Mausam Ki Wajah Se,
Garmi K Mausam Ki Wajah Se,
.
Agar Rozay Main Aapko Shadeed Pyaas Mehsoos Honay Lagay.
.
To Aisa Karen.
.
.
.
.
.
Maghrib ki Azaan Ka Intazaar Karen.
.
Ziyada Dramay Bazi Ki Zaroorat Nahi Hai.
  

Oct, 03 2011     192 chars (2 sms)     4152 views       Ramdan

more Ramdan SMS Messages

duniya ko duniyai mubbrak
pyar ko gehrai mubbrak
dushmano ko maf kya
kuon k agaya RAMZAN MUBBRAK
I''m Shabaan , My Neighbor , Ramazan Told Me That He''s Coming Yo Your House Tommorrow With His Wife Roza And 3 Kids ... Touba , Rehmat And Barkat .... And They Will Return By Wid EID Airways After 30 Days .. Ramazan Mubarak
Trrrrn
Trrrrrrrrrn
Trrn
Trrrrrrn
.
.
.
.
Uth ja nestya Roza rakhn Da ALARM
Bajh reya ey
Uth nestya.
Hon Aap pe Ramzan ki Lakhon Barkatain NAZIL.

Na Rahy Dil 1 Pal Bhi Ibadat se GHAFIL

Aapki Har Dua ho Qabool KAAMIL.

Aur Un Duaon Main Hum bhi Hon SHAMIL.
1990 Dhol Wala Bhaiyon Sehri Ka Waqt ho Gaya hai uth jao.
.
.
.
.
.
.
.
2011 Dhol Wala:
Night Package Waalo Jaag To Rahay ho Sehri kar k hi sona.:-
Ramadan Wishes 2011

May the Ramadan Bring you Peace and Prosperity,
Good Health and Wealth, and Brighten ur Life Forever ..
Rehmat aur barkat ka aaya
"MEHMAN"

Nemat aur Maghfirat ka mile ga
"INAAM"

Kr lo tayyari ISTAQBAL ki

Aa raha hy pyara "MAAH-E-RAMAZAN"
There are Tulips in my garden, there are Tulips in the park but nothing is more beautiful than our two lips meeting in the dark!
Ya Rab Is Soe Hoe Insan Ko Jaga De,
Bistar Hai Is Ka Narm Tu Pathar Ka Bana De,
Khatmalon Or Macharon Ki Duty Is Par Laga De,
Jis Ki Hawa Se Wo Madhosh Hai Us Pankhay Ko Tu Jala De,
Or Kuch Nahi To Bas Esay Aek Saza De,
Khowab Mai Esay Koi Is K Jesa Bhoot Dikha De..
Sehri Mubarak..:-D
R=A=M=Z=A=N
R= Raza e Khuda
A= Ada e Rasool
M= Mah-E-Barkat
Z= Zariya-E-Maghfirat
A= Allah ki Nemat
N= Nijaat ka Zariya.
Panjgana Ho Namaz Ke Haj-o-Zakat Ho,

Hum Sab Ruju Karte Hain Rahman Ki Taraf,

Lekin Karam Ki Hadd Hai Ye Rab-e-Kareem Ki,

Ramazan Chal Kay Aata Hai Insan Ki Taraf..!!
Chadhne laga hai haq parwan,
Rahmat ka umda toofan,
Taza hua sab ka iman,
dekh lo qudrat ki ye shaan,
Haq ka hua ham pe inaam,
Allah Allah mah e siyam,

Mahe siyam ki shaan ajeeb,
jagte hain har aan naseeb,
Khutba e haq me garq khateeb,
Rahmaten Yazdaan sabke qareeb,
Zehen ko pahuncha hai aram,
Allah Allah mah e siyam,