Woh Sehri Ki Thandak
Woh Iftar ki ronak
Woh asmaan ka Noor
woh Taron ki chamak
Woh Masjidoo ka sawarna
Woh Minaaron ka Chamakna
Woh Musalmaano ki Dhoom
Woh Farishtoo ka Hajoom
jee Haan
Just 1 day
RAMADAN
Start preparing to welcome this HOLY MONTH
Ramadan Mubarik
Roza 10 Shaban,
2 Hijri ko Farz hua.
.
Roze ki fazilat ka hukam
Sorah Baqrah Ayat 183,184 main hua.
.
Har Cheez k lye Zakat hai
Aur Jisam ki Zakat Roza hai.
Ramazan Ki Tiyari Ais Tara Karu k ALLAH ap k liye HIDAYAT, REHMAT , BARKET or KARAM k faisalay ferma day. KHoob Ibadaat karay rozay rakhain ALLAH se maffi mange.