Fisq hua duniya se door, zehen ka ho gya Fitoor, Khair ka hai har simt zuhoor, sheesha e baatil chekna choor, Neki neki subh o shaam, Allah Allah mah e siyam,
Ho gaya parcham e khair buland, Shaitan hai ab qaid men band, Momin ke hai kaam pasand, Nekiyan pahle se do chand, Neki neki subh o shaam, Allah Allah mah e siyam,
Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,
Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
“RAMZAN” aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.
The holy month of Ramadan,
For all Muslims has begun.
Praising Allah through the day,
From dawn to dusk we fast and pray.
We pay zakah (charity) for those in need,
Trying hard to do good deeds.