Wo
sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha,
wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha.
kamai zindagi bhar ki,u
si k naam to kar di,
mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha.
kahan u
s ne
suni meri,
suni b un-
suni kar di,
u
say maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna tha.
meray dil main jo dar aya,koi mujh main b dar aya,
waheen ik rabta toota,mujhe kuch aur kehna tha.
rawan tha piyar NU
s NU
s main,bohat qurbat thi api
s main,
u
say kuch aur
sun-ana tha,mujhe kuch aur kehna tha.
ghalat fehmi ne baton ko barha dala younhi warna,
kaha kuch tha,wo kuch
samjha,mujhe kuch aur kehna tha.