Log kehtay hain k….
LOG kehtay hain k guftar yeh kam kertay hain
baat krtay hain magr
soch k hum kertay hain
yeh jo in
saan hai du
shman hai zamany bher ka
meray MOLA hain jo bandon py karam kertay hain
subah hoti hai to mu
skaan
saja letay hain
raat hoti hai to hum ankh ko nam kertay hain
yeh to mumkin hi nahin khwab
sabhi pooray hon
saif khwahi
sh ko bhi taqdeer main zamm kertay hain.