phuulo.n kii aarazuu me.n ba.De zaKhm khaaye hai.n
lekin chaman ke Khaar bhii ab tak paraaye hai.n
u
s par haraam hai Gam-e-dauraa.N kii talKhiyaa.N
ji
sake na
siib me.n terii zulfo.n ke
saaye hai.n
maha
shar me.n le gaii thii tabiyat kii
saadagii
lekin ba.De Khuluu
s se ham lauT aaye hai.n
aayaa huu.N yaad baad-e-fanaa unako bhii ''Adam''
kyaa jald mere
siikh pe imaan laaye hai.n