qasam SMS Messages65 messages

WaFa-E-JaaN ki qasam TuM nHi tO KUcH bHi nHi,,,*
/R/a/Z/i/
MEiN Ne KUcH paL TuMHeiN bHuLa K DekHa Hai...*
Aik Bewafa K Zakhmun Pa Marham Lagane Hum Gae Marham Ki qasam Marham Na Mila Marham Ki Jaga Mar Hum Gae
Woh Pyar Ka Saboot Dikhaya Karta Tha
ansoo Baha Kar Humein Manaya Karta Tha

yeh Zindagi Sirt Tum Se Hi Wabasta Hai
aksar Yeh Baat Humein Bataya Karta Tha

us Ki Batoon Mein Kuch Aisa Asar Tha
mein Barish Ke Bina Hi Bheeg Jaya Karta Tha

soney Ki Fursat Hi Kisay Thi
woh Humein Sari Raat Jagaya Karta Tha

bechaini Jab Had Say Barh Jati Thi
woh Ji Bhar Ke Galay Lagaya Karta Tha

woh Itni Mohabbat Karnay Wala Badal Gaya
jo Har Baat Par Meri qasam Khaya Karta Tha
Wo Aksar Mujh Se Kehti Thi..
WAFA HAI ZAAt AURAT KI...

Mager Jo Mard Hotay Hain,
Boht Be'dard Hotay Hain,
Kisi Bhanwray Ki Surat Gul Ki Khushbu Loot
Jatay Hain..

Suno.!
Tum Ko qasam Meri,

Rawayat Torr Dena Tum,
Na Tanha Chhorr K Jana,
Na Ye Dil Torr K Jana,
Mager Phir Youn Hua Mohsin.!
Mujhe Anjaan Rastay Per,
Akela Chhorr Ker Us Ne,
Mera Dil Torr Ker Us Ne,
Mohabat
Chhorr Di Us Ne,"WAFA HAI ZAAT AURAT KI ,"
Riwayat Torr Di Us Ne....
Uski chahat se iqrar na karte,

Uski qasmon ka aitbaar na karte,

Agar pata hota k hum sirf mazaaq hain unke liye,

qasam se hum jaan de dety par pyar na karte.
khuda Ki qasam Bari Mushkil Sey Milta Hey..!!

Wo Aik Dil Jo Muhabbat Nibhaney Wala Hu..!!
Tareekh de rahi haTareekh de rahi hai ye awaaz dum ba dum

Dasht-e-sabat-o-Azm hai Dast-e-Bala-o-Gham

Sabr-e-Maseeh wa jura’at suqraat ki qasam

Is rah main hai sirf ek insaan ka qadam

Jis ki rago’n mein Aatish-e-Badr-o-Hunain Hai

Us soorma ka isme girami ''''HUSSAIN'''' Hai. . i ye awaaz dum ba dum

Dasht-e-sabat-o-Azm hai Dast-e-Bala-o-Gham

Sabr-e-Maseeh wa jura’at suqraat ki qasam

Is rah main hai sirf ek insaan ka qadam

Jis ki rago’n mein Aatish-e-Badr-o-Hunain Hai

Us soorma ka isme girami ''''HUSSAIN'''' Hai. .

Jo BOTURAB K Qadmo''n Ki Khaak Ho Jata

qasam Khuda Ki Wo Hii Shaks Pak Ho Jata

Ye Baat Kis Ne Kahi Pochiye MOarikh Se ?

Ali Na Hote Tou Main Bhi Halaak Ho Jata
Mehshar main bhi anmol aqeeday k iwaz hum

bakhshish jo kharidain tou gunahgar na kehna

Jannat main bhi Shabbir teray gham ki qasam hai

matam na karain hum, tou azadar na kehna
Koi Bhi Na Bole Magar Khuda kI qasam

Ali Ke Haal Me Kaeba Zaroor Bol
Din Rota Hy Raat Roti
Hy

Har Momin Ki Zaat Roti
Hy

Jab Bhi Muharram Aata
Hy Khuda Ki qasam

Gham-e-HUSSAIN Main
Saari Kainaat Roti Hy ...