qasam SMS Messages65 messages

Niklain gay es zameen se shahadat k khawastgaar...
Qareah kabhe na hoga uqum Benazir ka...

Tahreer us ke raah dekhae ge us k baad...
Ab rahbary kray ga qalam Benazir ka...

Lae ga enqalaab mery arz-e-Pak main...
Na haq lahu khuda ke qasam Benazir ka...

Wo to Riaz roza-e-rizwaan main ja basy...
Ab haal tm he krna raqam Benazir ka...
Hum TO Tere Dil KI Mehfil Sajane Aaye The
Teri qasam Tujhe APna banane aaye the
Kis Bata ki saza di tu ne hum ko
bewafa ham TO tere dard ko aapnane aaye the
Tu Yaad Bohat Aaya Har Sham Kay Baad,

Kabi Aaghaz Se Pehle Kabi Anjam Kay Baad,

Iss Doobte Sooraj Ki qasam Iss Dil Pay..

Koi Naam Nahi Likha Tere Naam Kay Baad..!
Khushio''n Ki Terha Meri Har Saans Main

Pyar Apna Basane Ka Wada Karo

Rung Jitne Tumhari Mohabbat K Hyn

Mere Dil Main Sajane Ka Wada Karo

Hy Tumhari Wafa Pe Mujh ko Yaqeen

Phir Bhi Dil Chahta Hai Mere Dil Nasheen

Yun Hi Meri Tasalli Ki Khatir Zara

Mujh Ko Apna Banane Ka Wada Karo

Sirf Lafzo''n Se Iqrar Hota Nahi

Ek janib Se Pyar Hota Nahi

Main Tumhain Yaad Rakhne Ki Khao''n qasam

Tum Mjhe Na Bhoolne ka Wada Karo
Kaash !!

Woh Jab Bhi Mujh Say Milti Thi
Har Baar
Ekk Masoomiyat Say
Poocha Karti Thi
Ke Tum Mairey Hi Ho Na?
Aur Main Har Baar
Uss Ke Chehrey Ko Choo Ke
qasam Khaya Karta Tha
Par Kaash!!!
Mainey Aik Baar Hi Uss Say Poocha Hota
Ke
Tum Mairi Hi Ho Na???
Anaa Ek Aisa Pathar Hai
Jo Mann Main Janam Leta Hy
Ye Sar Ko Na Jhukane Ki
Badan Se qasam Leta Hy
Dilo''n Ki Har Tamanna Pr
Ye Kaari Zarb Hota Hy
Aur Is K Har Taqaze Mein
Bala Ka KArb Hota Hy
Ye Dunya Ki Kisi Talkhi Se
Derne Bhi Nahi Deta
Ye JEene BHi Nahi Deta
Ye Marne Bhi Nahi Deta
Agar Jeewan Ki Raaho''n Main
Jo Chahat Ko Kabhi Chaho
Rahat Ko Kabhi Chaho
Kisi k Saanp Lafzo''n Se
Isay Daswana Parta Hy
Mohabbat Kerne Se Pehle
Isay Dafanana Parta Hy
Anaa Ek Aisa Pathar Hai
Jo Mann Main Janam Leta Hy
Suno Ge To Ro De ge Yeh Meri Kahani Hai
Kyun Bataon Anjam-e-Ulfat Yeh Meri Kahani Hai
Halat Jo bhi Hon Hum Usey Chahain Ge
Kyun Likhon Bura Usko Ye Meri Kahani hai
Dard mujhe hai to wo Bhi To Beqarar hoga
Mein Hon Bechain To Wo Bhi Bimaar hoga
Ise Pagal Pan Samjho Yaa Dewangi Meri
Kyun Likhon Usey Khud Se Juda Yeh Meri Kahani hai
Raton ko Kerwatain Badalna Mera Nishani Hai Mohabbat Ki
Wo Bhi Ginta Hoga Tare qasam KHUDA ki
Mohabbat Badnam hai Iss Liye Mujh Pe Yeh Ilzam Hai
Kyun Likhon Usey Herjai Ye Meri Kahani Hai
Hasret Se Dekhna Tasveeron Ko Uski Ajab Nahi
WO Bhi Chahti hai mujhe iss mein tajub nahi
Raahain Juda Hain To Kia Hua Manzil Ek Hai
Kyun na Likhon "Kaash" Hamsafer Usey Apna Ye Meri kahani Hai
Palat K Aaoge Tum Intizar Kerta Hoon
qasam Khuda Ki Tumhain Ab Bhi Pyaar Kerta Hoon
Main Janta Hoon k Ye Sirf Karb Deti Hy
Main Chahato''n Pe Magar Aitbaar Kerta Hoon
Kbhio Jo Chaand Utarta Hy Dil K Aangan Main
Main Sochta Hoon Tumhain Aur Beqarar Hota Hoon
Hawa Ko Choom K Bheja Hy Us Nagar Ki Taraf
Main Khud Ko Yun Bhi Beqara Kerta Hoon
Wo Wada Kerti Hy Ker k Mukar Jati Hy
Yaqeen Us Ka Magar Bar Bar Krta Hoon
Khlenge Phool Kabhi Wafao''n K
Khizaye''n Bhi Hon Tou Umeed-e-Bahar Kerta Hoon ....
Mere Wajud Mein Wafa Ki Roshni Utaar De Phir Itna Pyar De K Mjhko Chahton Mein Maar De Bohat Udas Tha, So Uth K Tere Pas Aa Gaya Kuch Aisi Baat Kr Jo Dil Ko Chain De Qraar De Suna Hai Teri Ik Nazar Sanwa rti Hai Zindgi Jo Ho Skey To Aaj Meri Zindgi Sanwar De
A Mahtaab Tu Kbi Jo Mera Chand Dekh Le
qasam KHUDA Ki Apni Jan Tu Bhi Us Pr Waar De Mera Asaasa-E-Hayat Chin Gaya Hai Doston Do Chaar Din Ki Zindgi Koi Mujhe Udhaar De...
Mohhabat Ka GhuM HoTa BohuT Hai,
K ab Ye Lafz Bhi Ruswa BohuT Hai,
UDasi Ka Sabab Main Kiya Bataon?
Gali Kochon Mein SanaTa BohuT Hai,
Na MiLne Ki qasam Kha K Bhi Main Ne,
TuJhe Har Raah Mein DhunDa BohuT Hai,
Ye Aankhein Aur Kiya Dekhein Kisi Ko,
Inn Aankhon Ne TuJhe Dekha BohuT Hai,
Na Jaane Kyun Bacha Rakhe Hein Aanso,
ShayiD MuJhe Rona BohuT HaI,
TuJhe MaLooM To HoGa MeRe HuMDuM,
TuJhe Aik Shakhs Ne Chaha BohuT HaI.!
Ye Namumkin Hain qasam Say Main Rahon Tum Say Juda
Meri Dunyain Hain Muhabbat Tum Muhabbat K Khuda
Aao Chale''n
Tanhaio''n k Safar Py
Hum
Jahan Manzile''n Hyn
Na Rasty
Duria''n Hyn Na Faasly
Jahan Koi bBe-wafa Nhi
Jahan Dard-o-Gham
Jata Nhi
Jahan Pyar Hy Na
qasam Koi
Iqrar Hy na Bharam Koi
Jahan "DIL" Koi Jalta Nhi
Be-Maut Koi Marta Nahi
Aao Chalo Mere Saath Tum
Mere Humsafar
Mere Khwab Tum
Aao Chalo Mere Saath Tum