piyas SMS Messages26 messages

bus itna hi kaha tha hum barso k piyasey hain.
honto ko us ne choom kar khamosh kar dya.
Kante Meri Anaa K Mujhe Rokte Rahe,
Main Us Ki Gali se Ban K Dewana Guzar Gaya,
Main Wo Shakhs Tha Jo Hiqarat Ki Aankh Se,
Darya Ko Dekhta Huwa piyasa Guzar Gaya...
Aako....
lafz likhta hou to ehsas likha jata hai dard likhta hoon
to piyas likha jata hai mere zameera se wakif hai youn
kalam mera mohabbat likhta hou to tera naam likha jata hai
Tumhen udaas Dekh ker,,

kisi k Rang kho Gae..

kahin pe chand Bhujh Gya,,

kahin Sitaray so Gae..

kahin pe Barishon ki Rutt,,

Ghazb ki piyas Ban Gai..

Koi Bahar Rooth Kar,,

Sarapa.e.Aas Ban Gai..

Kisi k Mosmon ko Yun,,

Azaab Mat Diya karo..

Udaas mat Hua karo,,

Udaas mat Hua karo..!
Sawan Bhi Mere Tum Ho,Meri piyas Bhi Tum Ho
Sahra K Badlon Ma Chupi Ass Bhi Tum Ho

Tum Yun To Buht Dor Buht Dor Ho Mujh Se
Ehsas Yeh Hota Hai Mere Pass Bhi Tum Ho

Har Zakham Ki Agosh Ma Hai Dard Tumhara
Har Dard Ma Tasken Ka Ehsas Bhi Tum Ho

Likhti Hn To Tum Hi Utartay Ho Qalam Se
Parhati Hn To "Al-Hamd" Se "Wan-Nass" Bhi Tum Ho!
Monjmind Khoon Mein Hulchal Kar Dey
Muj Ko Cho Aur Mukamil Kar Dey

Kitni piyasi Hai Ye Banjar Ankhein
Aber Zadey Inhein Jal Thal Kar Dey

Main Ney Wo Dard Chupa Rakha Hai
Jo Tery Husan Ko Pagal Kar Dey

Ya Mujy Wasal Aata Kar Malik
Ya Mera Hijer Mukamil Kar Dey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey
Jhuki Hein Ab Meri Nazrein
Tumhe Jo Yaad Kerti Hein
Baharein Laut Lao Gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey

Woh Sari Teri Perchaiyan
Tasawar Ki Woh Tanhaiyan
Jo Aankhon Se Barasti Hein
Kaho Sab Chor Aao Gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey

Ye Arzan Hai Khazan Hum Per
Pholon Ka Hai Eeman Tum Per
Muhabat Tor Lao Gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey

Kyun nazrein teri piyasi hein
kaho kis ki matlashi hein
hakiqat ban ke aao gey
khawabon ko tor jao gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey
kahi chand rahoon mai kho gaya,kehi chandni batak gai,
mai chirag vo b buja hua , meri rat kaisy chamak gai,
meri dastan ka arooj tha ,teri nam palkon ki chayon mai,
mery sath tha tujy jagna , teri ankh kesy chapak gai,
bala hum mily b to kya mily, wohi doorian wohi fasily,
na kabi hamary kadam bhary, na kabi tumhari jijak gai,
tery hath sy mery hont tak wohi intezar ki piyas hai,
mery nam ki jo sharab thi kahi rasty ma chalak gai,
tujy bhool jany ki koshishain kabi kamyab na ho sakin,
teri yad shah-e-gulab hai , jo hawa chali to lachak gai
Ager Sehri Mai Pani K Last 3 Sips Mai

SUBHAN ALLAH,

AL-HAMDULILLAH,

JAZAKALLAH.

Parh Lia Jae To piyas Nhi Lagti.

Ap B Yad Rakhain Uron Ko Bhi Btain.

Have a Nice Roza

Zindagi bari
udaas hy

Mujhe lagi
piyas hy

Mujhe dunya
se na koi
aas hy

ALLAH kre uski LIGHT chali jay
Jo yeh soche k

meri poem
bakvas hy''
Bus itna he kaha tha k Barson k piyasay hain PaPpU,


Balti bher k us zalim ne ROH''AFZA bana diya... =P ;->
Sardiyon ki aik khubsurat raat thi.
Husband & wife aik garam kamble mein soe hoe the. Aadhi raat guzarne k bad wife ne achanak kaha:
sartaj mjhe shadid piyas lagi hai.

Ye sun kar shoar ne jaldi se pani barh
kar biwi ko day dia or biwi ne ose pi lia.

Moral:
Her husband or wife wala msg ganda nahe hota ;->