phool SMS Messages388 messages

Tere labon se hai rangat phoolon mein, Teri aankhon se hai chamak sitaaron mein, Tu jo muskuraake dekhle aasmaan ko, Chaand bhi sharmaake jhuk jaaye tere kadmon mein,
khush rahe ya udaas rahe
zindagi tere aas pas rahe
chand in baadlio se niklega
koi aaye ga dil ko aas rahe
hum muhabat ke phool hai shayad
koi kanta bhi aas pass rahe
mere seene me is tarah bas ja
meri sanson me teri khushbu rahe
aaj hum sab ke saath bahut hase
aur phir deir tak udaas rahe
tum dukhon ke soz ka
mosamon ke rog ka
dard mat saha karo
udas mat huwa karo
yeh dard hain hayat ke
kuch rung kainat ke
kuch dukh ki tez barishen
kuch phool hein nishat ke
tum phool bus chuna karo
khaar mat chua karo
UDAS MAT HUWA KARO
phool To Khiltay Hain Har Zameen Pay Magar

Sar-E-Keechar Jo Khilain Wo Kanwal Hotay Hain

Mohabbaton Main Daawon Ka Na Dilao Tum Yaqeen

Mohabbaton Main To Darkaar Amal Hotay Hain
phool To Khiltay Hain Har Zameen Pay Magar

Sar-E-Keechar Jo Khilain Wo Kanwal Hotay Hain

Mohabbaton Main Daawon Ka Na Dilao Tum Yaqeen

Mohabbaton Main To Darkaar Amal Hotay Hain
Mai Aik phool Hoon

Woh Mujh Ko Rakh

Key Bhool Gaya...

Tamam Umr Ussi

Ki Kitab Mai Guzzri.
main muntazir hoon barish ka, fasl-e-bahar say pehlay,
main muntazir hoon phoolon ka, rahon main khaar say pehlay.

haan us k wastay sooli, pe char gaya tha main laikin,
maktal main sang utha paya, koi na yaar say pehlay
Vo kehta Hy Mujhe phoolon §e Piyar Hai
Lakin Jab phool khilte Hain To Vo Unhain Tor Deta Hai
Vo kehta Hai Mujhe ßarishon §e Piyar Hai
Lakin Jab ßarish Hoti Hai To Vo Kamre Mai ßand Ho Jata Hai
Vo kehta Hai Mujhe Hawaon §e Piyar Hai
lakin Jab Hawain Çhalti Hain To Wo khirkiyan ßand kar Deta Hai
Aur Us Waqt Mujhe Darr §a Laga

Jab

Us Ne kaha . . .

"Mujhe Tum §e Piyar Hai"
phoolon Ki Tarha Lab Khol Kabhi...
Khushboo Ki Zubaan Mein Bol Kabhi.....


Yun toh gham sab ki zindagi mein hai
Zabt lekin kisi kisi mein hai
Us ne sun kar ghazal kaha meri
Kitna dukh teri shayari mein hai....
Nazar Se Ishq Ki Jab Roshni c Chanti Hy

Zameen Dil Ki Tamanna K phool Janti Hy

Kisi Ko Pyar Main Asaan Hai Jaan Keh Dena

Nibhate Waqt Magar Jaan Par Hii Banti Hy
Apni Tanhai ki Palkon ko bhigholon pehle
Phir Ghazal tuj pe likhon Roo lon pehle
Hawaab k Sath kaheen kho na ghaien hon Aankhen
Jab uthon Soo k tu Chehre ko Totoloon pehle
Mere Hawabon ko hai Mosum pe Bharoosa kithna
Baad mein phool Khilein Haar paroloon pehle
Dekhna Hai k Wo muj se Hawfa Rehta hai Kab tak
Mein ne Socha hai k Iss Baar na Boolon pehle....
Guzray Waqat Ko Bhula Dena Bhe Aasaan Nahe Hota
Ghamon Ko Hansi Men Chupa Lena Bhe Aasaan Nahe Hota
Zaruri Nahe Ke Poori Ho Har Khahish Lekin
Apni Khahishon Ko Daba Lena Bhe Aasaan Nahe Hota
Maana Ke Tootey Huey phoolon Say Khushboo Nahe Aati
Magar Unhen Kitabon Men Sajaa Lena Bhe Asan Nahe Hota