meri SMS Messages1831 messages

Mohabbat mujhe thi usi se..Sanam.
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ..
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki..
Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha.
Har naqsh dil se mita dia hai
suna hai tumne mujhe bhula dia hai

tumhain bhulnay ki is koshsh-e-nakaam ne
phir usi raastay se mila dia hai

phir jagi hai khuwahish tumse milne ki
isay phir thapkiyon se sula dia hai

kitnay pursukon thay meri zindagi k lamhe
teri aahat ne sara aalam hila dia hai.
Mein Ne Tujhe Chaha Kya meri Yehi Khata Hai
meri Chahat Ki Kia Yehi Saza Hai
Ek Lamhe Mein Badal Dali Nigahain Tumne
Bas Itni Si Mohabat Teri Itni Si Wafa Hai
Masroof Hain Din Raat Unhain Waqt Kahan Hai
WO Karain Humse Baat Unhain Waqt Kahan Hai
Wo Ponchain meri Aankh Se Behte Hue Aansu
Ae Ronaq-E-Bersaat Unhain Waqt Kahan Ha

Dil Mein Teri Yaad Ke Nistar Uter Gaye
Kitne Sitare Aankhon Se Toot Ker Bikher Gaye
Aajo K Taras Giyn meri Nighain
Dekha Nahi Tumhain Ke Bohat Din Guzer Gaye
Dua Badal Deti Hai Taqdeer Usey Kehna
WO Dil mein Basa LAin meri Tasveer Usey Kehna
Wo Mere Saath Chalne Ka Khuwab To Dekhe
Mil Hee Jaye Gee Koi Tabeer Usey Kehna
Maine kab chaha k wo zindagi mere nam ker de....

bus mujhey chaha itna sa kaam ker de...

her rooz kuch lamhe mujhey soocha kare...

kub kaha k meri yad me subh-o-shaam ker de...
Tere pyar ne bahut kuch sikha diya,

meri khamosh duniya ko jaise hasa diya,

Karzdar hu mein us khuda ki
Jisne mujhe tum jaise humsafar se mila diya.......;->
Pyar ki khamosh surat ho tum,

Kaise kahun kitne aache ho tum,

Zamane ke liye kya ho men nahi jaanti,

Lekin meri har saans ki zarurat ho tum...;->
Mere be-rabt khayalat me kya rakha hai!

Main to pagal hon, meri baat me kya rakha hai!

Baandh rakha hai teri yaad ne maazi se mujhe!

Werna guzray huwe lamhat mein kya rakha hai!

Tu jo mil paye to aur khuda se kya maangu!

Tu alag ho to meri zaat me kya rakha hai.
Mere sath rehta tu mera hota
Tery dil me kisi ka na basera hota
Ban k jugnu mai deta roshni tujko
meri ankhon me kitna bhi andhera hota
meri sarKashi B Thi munfarid
meri aajzi B Kamal thi,



main Ana Parast bala ka tha,
So Gira to Apne hi Paon main.