masjid SMS Messages60 messages

"Hum Ko GaLi Main dekh kar Khud Ko Chupa Lia,
jane ye DUSHMANO ne usay kia sikha diya,
ghar us ne kia banaya masjid k samne....
CHAHAT ne us ki hum ko NAMAZI bana diya"
Q : Baadshah Akbar ke zamnay main Darayaye (river) ravi main zabardast Salab aya tha .. Lahore sheher ko zabardasht Nuksaan Pooncha Lekin baad shah masjid jo Drayeaye Ravi ke pass hai woh nahi doobi bataye kyoon???


Ans : Badshah Akbar Ke Zamanay Mai Baadshahi masjid Bani Hi Nahi Thi :)
Hindu Poet says:

Tum mil mila k bhi BABRI masjid na bacha sake, "MUSALMANO"

Tanha ek HUSSAIN THA sara Islam bacha gaya.
(Guru Krishen)
or aaj k musalmano k lye hi alama iqbal ne kaha tha
.
Reh gai rasam-e-azan roh-e-bilali na rahi

Reh gaya sirf falsafa, talqeen-e-gazali na rahi
(ALAMA IQBAL)
;->
Aaj ke daur mein aye dost yeh manzar kyun hai
Zakhm har ser pe har haath mein patthar kyun hai


Jab haqeeqat hai ke har zarrey mein Tu rehta hai
Phir zameen par kahin masjid kahin mandir kyun hai


Apna anjaam to maalum hai sab ko phir bhi
Apni nazaron mein har insaan sikandar kyun hai


Zindagi jeeney ke qaabil hi nahin abb zakhmi
Werna har aankh mein ashkon ka samandar kyun hai
hum ko gali mein dekh kar khud ko chupa lia jany yeh dushmano nay usay kya sikha diya ghar us nay kya banaya masjid k samnay chahat nay uski humko namazi bana diya
jab kisi sey koi gilah rakhna
samney apney ik aiena rakhna

Yon ujalon sey wasta rakhna
Shama key paas hi hawa rakhna

Jab kisi sey Koi gilah rakhna

Ghar ki tameer chahey jaisey ho
Iss mai rooney ki kuch jaga rakhna

masjidein hain namaziyon key lye
apney ghar mai kahin khuda rakhna

Milna julna jahan zaroori ho
Milney julney ka honsla rakhna

Samney apney ik aiena rakhna
Jab bhi kisi sey koi gilah rakhna
Aaj ke daur mein aey dost ye manzar kyuN hai
zaKhm har sar pe har ik haath mein patthar kyuN hai

jab haqeeqat hai ke har zarrey mein tu rehta hai
phir zameeN par kahin masjid kahin maNdir kyuN hai

apna aNjaam to maalum hai sab ko phir bhi
apani nazaron mein har insaan sikaNdar kyuN hai

zindagi jeeney ke qaabil hii nahii ab "Rahi"
warnaa har aaNkh mein ashkon kaa samaNdar kyuN hai
achi soorat k sanwarnay ki zarorat kya hay
sadgee ma b qiamat ki ada hoti hay
tum jo atay ho masjid may ada karnay nimaz
tum ko maloom hay kitni ki qaza hoti hay
Janaza Mera Uth Raha Tha,






Phir B Takleef Thi Unko Aanay Mai,







Bewafa masjid Mai Baithay Poch Rahay Thay,







Aur kitni Dair Hai khanay Mai.
Har Kisi Ko Dunya Main
Shohrate''n Nahi Milti''n

Zindagi K Lamho''n Ki
Qeematai''nNahi Milti''n

Fatah Ki Khwaish Main
Amal Bhi Tou Lazim Hy

Sirf Kuch Irado''n Se
Mazilai''n Nahi Milti''n

Faisley Ye Chahat k
Aasman Pe Hoty Hyn

2 Dilo''n k Milne Se
Qismatai''n Nahi Milti''n

Deen Aur Dunya Ko
Saath Rakhna

masjido''n Main Bethne Se
Jannatai''n Nhi Milti''n

Maan Lo Is Zamane Main
Aur Bhi Hyn Hum Jese

K Hasb-e-Aarzu Jinko
Chahatai''n Nhi Milti''n ...
dilon ki emaraton mein kahein bandagi nahi...!

Eeinton ki masjidon mein "KHUDA" dhoondtay hain log..!
Sharaab pene do masjid main baith kar,
Ya wo jaga bata jaha par khuda nahe..
(Ghalib),

masjid khuda ka ghar hai pene ki jaga nahe,
Kafer k dil main ja waha pr khuda nahe..
(Iqbal) ;->