kushi SMS Messages37 messages

Humay koi ghum nahi tha gham-e-zindagi se pehley
Na thi dushmani kisi se teri dosti se pehley
Hai ye meri badnaseebi tera kya kasoor is may
Tere gham ne maar dala mujhe zindagi se pehley
Mera pyar jal raha hai aey chand aaj chup jaa
Kabhi pyar tha humain bhi teri chandni se pehley
Main kabhi na muskuraata jo mujhe ye ilmm hota
Ke hazaaron gham milain gay mujhe ek kushi se pehley
Shulah hun barakny ki guzarish nai karta
Such mun sy nikal jata ha kushish nai karta

Girti hui deevar ka hamdard hun lakin
Charty huy suraj ki parstish nai karta

Lahroo sy lara karta hun darya mai utar kar
Sahil pay khary ho k mai sazish nai karta

Har hall mai hush rahny ka fun ata ha muj ko
Marny ki dua jiny ki huahish nai karta

Hamdard_e_ahbab sy darta hun SaaMer
Mai zahm to rakhta hun nomaish nai karta
teri yadoon ke bina koi lamha guzara nhin
ik pal nhin jub tumein hum ne pukara nhin

meri nakamiyun ka itna be gham na ki jiye
agar app jeetey hein toh mein hara nhin

ye naqsh_e_dard kesey utara jayein chehrey se
mein ne abi app ka gham dil se utara nhin

tere bin yoon kat rahi darya_e_zindagi mein
kashti be hai maaji be hai kinara nhin

kar rakha hai jiss ne sarey ghar mein ujala
ansoo hein mera ye koi toota houa tara nhin

kiss ko galey laga ke royein namuraad hum
iss bhari duniya mein apna koi sahara nhin

mareez_e_ishq hai tamanai khudkushi ka ab
gehrey hein dil ke zakham aur koi chara nhin!
WO TO MAJBORIOON MAIN LIPTI HAIN
APNEY SHIDDAT BHAREY KHYALOON MAIN
APNEY ANDER CHHUPI EK AURAT MAIN
WO HAMESHA HI DARTI REHTI HAIN
NA TO JEETI HAIN NA TO MARTI HAIN

LARKIYAAN BEWAFAA NAHI HOTI

PER HAMESHA HI DARTI REHTI HAIN
APNE REETI OR RAWAJOON SE
ANY WALEY NAYE AZABOON SE
ZARDURAT MAIN KHILY GHULABOON SE
PYAAR KERTI HAIN OR CHHUPATI HAIN

LARKIYAAN BEWAFAA NAHI HOT

KYUON KI MAJBORIOON MAIN LEPTI HAIN
OR HER LAMHA DARTI REHTI HAIN
APNEY PYAAR SE APNEY SAYE SE
APNEY RISHTON SE DIL KI DHARKAN SE
APNI KHOWAHISH SE APNI kushiOON SE

LARKIYAAN BEWAFAA NAHI HOTI !!!
Jis ne pouch a hum se Bichaary yaar ka ,
Is ko seene say lagha kar Rooh Pare ,
Apne Dil-Bar ki kushi k waste,
Dil ka har Ghum Chupa kar Rooh Pare,
Likh kar Iss ka Naam Dil k Work Par,
Apni Hasti ko Mitta kar Rooh Pare,
Jo Milley hain Zahkim Shani Piyar Mein,
Wo Zamane ko Dikha Kar Rooh Pare!!!!!
Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti Per
Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!
Insaan Bada Jab Banta Hy

Jab Badey Wo Kaam Kare

Kaam Badey Kia Hote Hain

Kaam Badey Kuch Yun Hote Hain

Choti Choti Baato''n Se

Choti Choti kushio''n Ko

Baant Kar Sab Main Bari Bari

Insaan Bada Ban Sakta Hy

Gar Thodi Si Koshish Karey

Koshish Wo Yun Ker Sakta Hy

K Dukh Apni Jholi Main Le Kar

Sukh Auron K Naam Karey

Apne Tou Apne Hii Hain

Ghairo''n Ko Bhi Apna Samjhe

Insaan Ki Izzat Badh Jati Hy

Aur Insaan Azeem Ho Jata Hy

Har Shaks Ki Izzat Lo Agar

Wo Apni Hii Izzat Samjhe

Naram Hawa Ka Jhonka Ban K

Nam Aankhon Ko Khushk Karey
ek pakiza muhabbat k talabgaar they hum
azma kr dekhty buhat wafadar they hum

humney b daman ma kushioon ko samaitna chaha
shayd isi khuwahish k gunahgar they hum
Wo jo Shaier tha, Chup sa rehta tha
Behki behki si baaten karta tha
Aankhen kanon pe rakh ke suntan tha
Goongi khamosheyon ki aawazen…..!
Jama karta tha Chand ke saye
Or Geeli se noor ki boonden
Rookhay Rookhay se Raat ke Patay
Ook mein bhar ke kherh kherata tha
Waqat ke us ghaneray Jangal mein,
Kachay pakey se Lamhay Chunta tha
Haan, Wahi, Ajeeb sa Shaier
Chand ki Thori Choma karta tha
Chand se gir ke mar geya ha wo
Log kehtay hain Khud kushi ki ha….!
News reporter:
KHAN SAAB ye batain k plateform
par kharay saray pathan kaisay maray?
Pathan: aik elan hua k train plateform per aa rahi hai,
sub ne patri par chalang laga di.
Reporter:Phir aap kaisay buch gaye?
Pathan:main khudkushi k liye patri per leta tha,
ye elan suna to main plateform per ja ker lait gaya:)
Kya zamana aaya he!

Pahle log shadi k bad jo kam karte the,
abhi wo shadi se pahle kar rahe hen!


pata he kya?

Nahen na

KHUD kushi.. ;-)
Dil Chahta Hy K Is Dunya Main Jo Sab Se Khubsurat Hai Usay Jaan Se Maar Doon

Par

Kya

Karun

Khud kushi Karna B To Haraam Hai.