kamal ho SMS Messages6 messages

Suno
Jahan sawal k badlay sawal hota hai
Wahin mohabbaton ka zawal hota hai
Kisi ko apna banana hunar he sahi
Kisi ka ban k rehna kamal hota ha
nazuk si ada ho ya teekhi dhar ho?
sath safar me ho kisi ka pyar ho
kisi ki haqeequt ho tum to kabhi khiyal ho
zindgi ki tamunna ho aur roh ka maan ho
kisi ki aadat ho tum to kabhi wabal ho
yadoon me aate ho to sansien chalate ho
dharkan ko rokte ho tum phir rok k chalate ho
agar ho ejazut tairi phir kabhi na zawaal ho
filhal to tum aik sawal ho?
yehi he tumhara jamal,Bus kamal ho!!!
Tumhari zulfein tumhari palkein
Tumhari aankhein tumhara chehra
Tumharay shaanay
Surahi daar garden
Kalion mein khanktay kangan
Hinaai haathaon mein unglion
Ki haseen purrain k jin mein
Sandal mehak rahi hai
Yeh naram saanson ki gungunahat
Qadam uthao tu dharkanein sath
Chorti hainbadan ka har zawiya qyamat
Nahi tumhari missal gori
kamal ho tum kamal gori
Tunicsay sab kuch haseen hai
Lajawab hai par
Meri nahi hai
Tumhara kuch bhi mera nahi ha
Hum ne kaha kamal ho jo num hum ko bhula sako FARAZ

Hum ne fakt baat ki us ne KAMAL kar dia.


Tring Tring Tring.

Sardar: Hello kon bol raha hai?
Other side: Ji, main bol raha hon.
Sardar: oye ye to kamal ho gia,
idhar se bhi main hi bol raha hon.
jab hamare sar per baal hote thay
hum babar ali se ziada bakamal hote thay

patjhar aaya gulshan weeraan ho gaya
main aaina daikh ker khud hi hairaan ho gaya

angrayi leti zulfoon ke jagah
qadafi stadium ka maidan ho gaya

23 ramzan ki shab hum chat per ja baithay
aglay roz parosi eid mana baithay

ab apni tind ka bhi kia lashkara hai
baal nahi to kia eid ka chaand to hamara hai../ ;->