jab hamare sar per

jab hamare sar per
jab hamare sar per baal hote thay
hum babar ali se ziada bakamal hote thay

patjhar aaya gulshan weeraan ho gaya
main aaina daikh ker khud hi hairaan ho gaya

angrayi leti zulfoon ke jagah
qadafi stadium ka maidan ho gaya

23 ramzan ki shab hum chat per ja baithay
aglay roz parosi eid mana baithay

ab apni tind ka bhi kia lashkara hai
baal nahi to kia eid ka chaand to hamara hai../ ;->
  

May, 20 2010     405 chars (3 sms)     2824 views       Funny

more Funny SMS Messages

Us Bewafa Ki Yaad Main Jam Hathon Main Utha Liya.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Phir Uthai Bread Lagaya Jam Or fatafat Kha lia. :-)
Angel askd a man
after death:
Kya tum shadi shuda thy?

Man: Haan

Angel Orderd:
Ye dozakh bhugat k
aaya hy isay
jannat main daal do

Angel ask same
question to another
man:

Man: 2 baar shaadi ki thi

Angel orderd:
Isay dozakh main daal do
isay dozakhmain rehny ki
aadat ho gai hy ... ;->
Arz kiya hai :- jale ko Aag kehte hain Bujhe ko khaak kehte hain

wah wah

Aap mein jis cheez ki kami hai us hi ko to"DIMAGH"kehte hain.


Attention

It''s Very Important Msg


Allah Ka Shukar Srilankn Team Par Karachi Me
Hamla Nahai Hoa Warna
Dabal Sawari Par Qayamat
Tak Pabandi Lag Jati... ;->
A Student Attached A 100 Rupee Note To His Test Paper N Wrote,

''Rs 1 For 1 Mark''

The Paper Checker Sent Him Rs 81 Back N Wrote

''U Got 19 Marks Keep D Change''
Latter From A
Customer To The
Bank ...

Dear Sir ,

In View Of The
Current Developments
IN The Banking
Industry,
If One Of My Cheque
Returned Marked
"Insufficient Funds"
Does That Refer To
Me Or To You ?

Your''e Faithfully
Customer ..!
;->
1 Admi ka inteqal ho gya.
Uska dost us ki BV k paas aaya Or bola:
Kya main us ki jagah le sakta hoon?
BV:Mujhe koi Etraz nahi
QABRASTAN walon se pooch lo..=P;->


Ab to Dukan Par Bhi Ye Board Lagay Hain FARAZ.

Cheeni Maang Kar Sharminda Na Karain.

Cheeni Ek Jang Hai, Isi Liye Band Hai.

Namak Baray Shoq Se, Cheeni Aglay Chock Se. :-)


;-)Wife Running After A Garbage Truck: Am I Too Late For The Garbage?

Hubby Following Her Yelled: Not Yet.

Jumpppp Innnn Fastttt.
aagar apni cuzon phasaani ho tu....


jab wo kitchen ma jaye tu peechay se ja k usko jhapee daaal lo

agar hans paray tu samjho phas gaye
or
agar gussa karay tu shor macha do
"baji dar gaye"
"baji dar gaye"
Pehle chitthi ke badle taar ata tha
1 bulave pe mera yaar aata tha
Ab padh kr delete karte hai mere sms
kabhi har SmS ka jawab aata tha
Bahu: Maan ji, yeh abhi tak nahin aaye, kahin kisi dusri ladki ke saath...
Saas: Arey kalmuhi, tu hamesha ulta kyun sochti hai? Aisa bhi to ho sakta hai ki kisi truck ke neeche aa gaya ho