husn SMS Messages70 messages

Wo jiska Mansab hi tha Imamat tu Lahja kitna Mateen hoga

Khuda ne Masoom jo banaya wo Ismaton ka Ameen hoga..

Luaab e Sarwar Lahu Ali ka .. BaTOOL ki goud .. Aur husn e Shabbar

yE saari cheezain mila kay socho Hussain kitna haseen hoga !???
Kamal-e-Ishq Ali Markaz-e-Hayat Ali
Hey Bab-e-Ilm Ali husn-e-Kainat Ali
Mila Khuda se Nabi ko Ali madad ban ker
Khuda ka raaz Ali hey Nabi ki zaat Ali
Woh jis ka naam he kafi hey magfirat kay liye
Woh mera deen Ali meri Hayat Ali
Mujhay lehad kay andheron se khof kyun ker ho
Mera Imam Ali hey meri Nijat Ali
Wo Jis Ka Mansab
Hi Tha Imamat

Tou Lehja Kitna
Mateen Hoga

Khuda Ny Masoom
Jo Banaya

Wo Ismato''n Ka
Ameen Hoga

Lab-e-Sarwar,
Lahuu Ali Ka

Batool Ki Gaud,
husn-e-Shabbar

Ye Sari Cheezai''n
Mila k Socho

"HUSSAIN" Kitna
Haseen Hoga ...
Aaina dekh kar begana hogaya,
Khud apney husn k dewana hogaya,
MUQABL-e-husn mei hisa lia aap ny bhi,
Auron ko to cup mila per apko jurmana ho gaya
Aaina dekh kar begana ho gaya,
Wo apney he husn ka dewana ho gya
Muqabala husn main hisa lia ap ne bhi
Auron ko to cup mila mager ap ko jurmana ho gya
Wo agar husn waloon ki sarkaar thay
Hum bhi shahir-e-mohabt k sardar thay

Aik jurm-e-mohabt ki padaash mein
Omr bhar keliay hum szawaar thay

Maot ka faisla jab kia tha kbhi
hum bhi tyaar thay, wo bhi tyaar thay

Kar skay na koi wadaa wafa
Aik eqraar tha , laakh inkaar thay

Hum marez-e-sahub gham rahay esliay
Jitnay taryaak thay , saray beqar thay

Wo jo bichar kar juda ho gaye
Wo mohabt k jazboon ki mehkaar thay

UNKE " husn " KE CHARCHE...LOGO SE SUNA KARTE THE

" MAHFIL " MEIN UNKI JAANE KE...BAHANE DHUNDA KARTE THE

" DIDAR " JO UNKA HUA....

TO " HUM " BHI HO GAYE " KAAYAL "

AB TO ISS " BEMISAAL husn " KO...
BAYAAN KARNE KE " ALFAAJ " DHUNDA KARTE HAI!!!!
Tere husn ki tareef karu to tarana na ban jaye,

Teri bewafai ka zikar karu to fasana na ban jaye.

Mat ker logon mei itna zikr mera,

kahin mera zikr tujhe chedne ka bahana na ban jaye
Jab husn burke mein sadak par chala karta tha,
ek diwana peeche-2 chala karta tha,

socta tha ki kab hawa chale aur husn ka deedar ho.

Ek din diwana chal basa. kuch din baad husn ko deewane ki yaad ayi.

jab woh kabar par ayi to andar se aawaz ayi..waah re khuda aaj mein hoon parde mein aur woh benakab ayi.
Kitne Khusnaseeb hai hum jo hamein sapne lene k liye
ye pyari si raat mili
ye chand, ye tare mile or sapno ki saugat mili.
Is pyari si raat ko yun hi jaag k na gawan dena.
Kya pata sapne lene k liye ye raatein kitne janmo baad mili.
So don"t waste ur time. & go to bed & take sweet dreams
woh pal,woh rat,woh sakoon,woh husn,aoor woh tum hum.

woh tum sub kuch hamari dolat bani,bas woh hum na rahay...
Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi,
Gaye dinon main bohat ba kamal thay hum bhi,
Hamari khoj main rehti thein titlyan aksar,
K apnay shehr ka husn-o-jamal thay hum bhi,
Zameen ki goad main sir rekh k so gaey aakhir,
Tumharay hijr main kitnay nidhal thay hum bhi,
Zaroration ne hamara zamer chaat liya,
Wagarna qaa’el-e-rizq-a-halal thay hum bhi,
Hum ask ask bikhartay rahay isi dhun main,
K zindagi main kabhi laazwal thay hum bhi!