honth SMS Messages11 messages

honth keh nahi sakte jo fasana dil ka,

Shayad nazar se woh baat ho jaye.

Is umeed mein karte hain intezaar raat ka,

ke shayad sapne mein mulaqat ho jaye.
Agar hota ikhtiar likhny ka

To mein apna khuwab likhti

Tary hontho ko gulaab

Aur tary chahry ko chand likhti

Bhool ke tumhary pyar

mein sari kaynat ko

Tari bahoon kghairy mein

Apna anjaam likhti

Agaar mary ikhtear mein hota

Apni taqdeer ko likhna

Tumhain dekhna

Tumhain sochna

Mein apna kaam likhti
Kuchh to bolo aap bhi hume sunane ki chahat hai,
Hilte dekh honth aap ke milti hum ko rahat hai,
Kuchh bhi words aap bol do shayari khud ban jaygi,
honthon se lag kar aap ke har word mein mithaas bhar jaygi.
Jab Bhi Sochogi Har Fasana Yaad Aayega,
Kab Ki Thi Kya Baate Wo Zamana Yaad Aayega,
Sukh Jayenge Tumhare honth Aankh Se Aansoo Nikalenge,
Phir Dil Se Aawaz Dena Ye Diwaana Chala Aayega.
Sabz maddham roshani may surkh anchal ki dhanak
Sard kamare may machalati garm sanson ki mahak

Bazuon ke sakht halqe may koi nazuk badan
Silwaten malabus par anchal bhi kuch dhalaka hua

Garmi e rukhsar se dahaki hui thandi hawa
Narm zulfon se mulayam ungaliyon ki cher char

Surkh honthon par shararat ke kisi lamhen ka aks
Reshami bahon may churi ki kabhi maddham dhanak

Sharmagin lahajon may dhire se kabhi chahat ki bat
Do dilon ki dharakanon may gunjati thi ek sada

Kanpate honthon pe thi allah se sirf ek dua
Kash ye lamhe thahar jayen thahar jayen zara
Suna hay ab kay woh udaas rehti hai,
Us se kahon kay woh udaas na ho Kion kay!

Us ki udaasi k sath,
us ki aankhain bhee Num num si lagtee hain,


Us k honth bhee Chup chup say lagtay hain,
Us k yeh chup honth or num aankhain,


Meree kamzori hain,
Us se kaho!

Woh udaas na ho,
Jo woh chahti hai,

mujh se lay lay,
Be shak Chahay mujhay na,

apne munn pasand sathi k sang ho jaye,
Kion kay!

Us k udaasi meree kamzori hai
main khuda se shakyaat bhi kase karta teri..

teri ruswai ne mare honth see daye thy
''Yeh sulagata jism, Yeh kamp Kampate honth, Yeh Thartharata bua badan, Yeh ladkhadati aawaz, Mujhe pahle hi pata tha ki tumhe MALARIA hai.''
''Ek Intehayee Educational Shair Arz hai.
honthon pe Lipstick Aur naina Kajal Se Lais
.
.
.
.
Neutralization Takes Place when Acid reacts with Base.''
Aik Intahaee Educational Shair Arz Hai...



honthon Pe Hai Lipstick Aur Naina Kajal Se Lais,



Neutralization Is The Reaction Of Acid With Base... =P ;->


Aik Intahaee Educational Shair Arz Hai...



honthon Pe Hai Lipstick Aur Naina Kajal Se Lais,



Neutralization Is The Reaction Of Acid With Base... =P ;->