haath SMS Messages280 messages

Apne haatho Se Yun Chehre Ko Chupate Q Ho, Mujh Se Sharmate Ho To Saamne Atay Q Ho... Tum Kabhi Mere Tarha Kar Bhi Lo Ikraar-e-Wafa, Pyar Karte Ho To Phir Pyar Chupate Q Ho... Ashq Aankho Mein Mere Dekh K Rote Q Ho, Dil Bhar Aata Hai To Phir Dil Ko Dukhate Q Ho... In Se Vaabasta Hai Jab Mera Muqadar Phir ....!!! Mere Shano Se Ye Zulf Hatatay Q Ho......!! Roz Mar Mar K Mujhe Jeenay Ko Kehte Q Ho, Milne Aatay Ho To Phir Laut K Jatay Q Ho... Apne haatho Se Yun Chehre Ko Chupate Q Ho, Mujh Se Sharmate Ho To Saamne Atay Q Ho
Ek Lamha Lagta Hai

Zindagee ki raahon main
Ek lamha lagta hai
dil kisee pay anay main
mujh ko bhi mila tha woh
jis ko dekhtay hi dil
betahasha dharka tha
mujh se keh raha tha woh
tum se pyar hai mujh ko
muskura kay main nay bhi
phool le lia us say
haath haath main le kar
pyar kay ata karda aasman pay hum dono
chahtay thay saath urna
aasman pay jeevan bhar koi urr saka hai kia ?
haath haath se choota
Ek sitara jo toota
tab khabar hui mujh ko
Ek lamha lagta hai
dil kay toot janay main
aur Umar lagti hai
kirchian uthanay main
Tumhari zulfein tumhari palkein
Tumhari aankhein tumhara chehra
Tumharay shaanay
Surahi daar garden
Kalion mein khanktay kangan
Hinaai haathaon mein unglion
Ki haseen purrain k jin mein
Sandal mehak rahi hai
Yeh naram saanson ki gungunahat
Qadam uthao tu dharkanein sath
Chorti hainbadan ka har zawiya qyamat
Nahi tumhari missal gori
Kamal ho tum kamal gori
Tunicsay sab kuch haseen hai
Lajawab hai par
Meri nahi hai
Tumhara kuch bhi mera nahi ha
Ek Lakeer. . .

Kch udas kch khamosh
Kch bebas si lakeerai''n mere haath ki
Dhoondta rhta hoon aksr in lakeero''n main
Ek lakeer tere naam ki
Kch malum b hy
Kch dil b janta hy
K in lakeero''n me koi lakeer nhi tere naam ki
Phr b na jane kion dhundta rhta hon
Aksr ek lakeer tere naam ki
Ek lakeer
tere naam ki
*~*~*TUM NE POOCHA*~*~*

tum ne poocha k,
dukh kia hota hai,
to suno,
aisa kern
kabhee kisi ko chahna,
or chahtey hee rehna,
din bhar us ko sochtey hee rehna,
jagtee ankhoon se us k sapney
dekhtey hee rehna,
apney haathon ki lakeeron mein us ka
naam tarashtey hee rehna,
or jab kabhee woh,
in riazaton ka hisaab mangney ko,
saamney aaye to,
tum ana ka haath thaam lena,
agar woh kuch kahay to,
muskura ker anjan ban jana,
or jab woh mayoos ho ker laut jaye to,
apney ander jhaankna,
or khud se poochna,
tub tumhara dil
tumhein bata day ga k,
dukh kisey kehtey hain,
dukh kia hota hai... .. . !!!!!!
haath MeRaA Ai MeRii ParChhaaii Tu Hii ThaaM Le
Ek MuddaT Se MujhE To SuujhtaA KuchH Bhii NahiiN

ShahaR Ye ShaB Me KauN Saa GhaR ThA Na Dii JiS PaR SadaA
NiinD Ke AndhE MusaafiR Ko MilaA KuchH Bhii NahiiN

UmR BhaR UmR Ye GurezaaN Se Na MeRii Ban SaKii
Jo KarE KaRatii RahE MaiN PuchhtA KuchH Bhii NahiiN

Wo Bhii ShaayaD Ro PaDe ViiraaN KaaGaz DekH KaR
MaiN Ne Us Ko AaKhirii KhaT Me LikhaA KuchH Bhii NahiiN
Rakhta Hai Mujhay Thaam K Girna Nahi Daita
Main Toot Bhi Jaon To Bikharnay Nahi Daita

Is Dar Se Kahin Kaanta Na Chub Jaye haath Main
Wo Phool Bhi Mujh Ko Pakarnay Nahi Daita

Wo Is Qadar Hasas Hai Muhabbat Main Meri
Koi Ghum Meray Seenay Main Wo Palnay Nahi Daita

Jis Raat Ki Tarreqi Se Ata Hai Mujhay Khauf
Us Din Ko Phir Raat Main Dhulnay Nahi Daita
Hazar un se muhabbat jatane wale hain
Zamane wale bhi lekin zamane wale hain...
Bahar jin ke naqsh-e-qadam pe nazan hai
Ye khush khuram qayamat uthane wale hain...
Woh beqasoor hain wada agar wafa na ho
Qadam qadam pe unhein wargalane wale hain...
Tumhari chashm-e-karam ne jinhein hawa de di
Woh khush shanas kahan sar jhukane wale hain...
Unhein wafa-o-muhabbat ka tajurba hi nahin
Jo bekhabar unsey apna banane wale hain...
Shab-e-faraq sitaron se khaak dil behle
Ke rafta rafta ye sab doob jane wale hain...
Woh poochhte hain to sab haal arz ker Aman
Ye ittefaq kahan haath aane wale hain...
na koi khawab hamaray hain na taberain hain
hum to pani pe banai howey tasveerain hain

kya khabar kab kisi insaan pe chaat aan giray
qareya e sung hai orr kanch ki tameerain hain

lut gaye mooft main doonu, teri dolat mera dil
aey sahhee! teri meri aik si taqdeerain hain

hum jo nakhawanda nahi to chalo aao parhein
wo jo deewar pe likhi howey tehreerain hain

ho na ho yeh koi such bolnay wala hai QATEEL
jiss k haath main qalam paon main zangeerain hain
Yonhi B''sabab nA PhirA Kro,

kisi Shaam Ghar mAin rAhA Kro,

Yeh Ghazal ki 1 kitAAb hY,

Ise Chupke Chupke ParhA Kro,

koi haath B nA milAi gA,Jo Gale milo Gy tapAAk se,

Ye nai mizAAj ka shehAr hY,

Yahan Faasle se milA Kro.
Jab wo mera NAAM Apne haathon ki LAKEERON mein;

TALAASH Kr k THAK Gaya To dheere se sir jhukaya Aur,

muskra k kaha

''''Lakeerein jhoot bolti Hain''''
jab woh mera naam

apne haathon ki lakeeron main

talash ker k thak gaya

tu dheere se sir jhukaya

aur muskara k kaha

"lakeerain jhoot bolti hain"!