haath SMS Messages280 messages

Ye Soch k Hum ne Exam k Dinon Mai Bachi Phansai FARAZ,

.
.

K

.
.

Har Kamyabi k Peeche Aurat ka haath Hota Hai. :-)
Kaash bananay walay nay dil kaanch k banayai hotay
Kam say kam tornay walay k haath mein zakham tou ayai hotay
Acha dost “Hath” aur “ankh” ki tarhan hota hai.
Jab “haath” ko taqleef hoti hai to “ankh” roti hai,
Aur jab “ankh” roti hai to “hath” ansoo ponchta hai.

Milte hai acche Dost sirf khushnasibo ko,
Isliye hamari Kismat se jalna chod do,
Tamanna ho agar hamare dost se milne ki,
To jakar AAINA dekh lijiye…

Har aahat ehsaas hamara dilaayegi.,
Har hawa khushbu hamari laayegi.;
Hum dosti aisi nibhaayengey yaara!
Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..! !!

Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai.
Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
E dost wo tum hi ho,
Jis se meri jindagi zinda dil hoti hai.
Rozay daro
.
.
.
.
.
.
Halka haath rakhna aftari haay walima nahin
Kitne ulaj gae ha judai ma zindagi,

Wo shaks jafa kar k ehsan kar gaya,

Ma jis ko baat baat pa kehta tha apni jaan,

Dekho wo he shaks mujhe bejan kar gaya,

Phely wo meri zaat ke tameer ma raha,

Phir mujko apny haath se masmaar kar gaya,

Wo Aaa mila tu faasly kat' tay chaly gaey,

Bichra tu rasty merey dushwar kar gaya,

Bichra kuch es ada se k rut he badal gae,

Ek shaks saary shehar ko viran kar gaya
USEY KEHNA'' Hum na Ukfat ka bharam sub sa juda rakha hay, Goya seena ma tuja DIL ki jaga rakha hay. DIL ya chaha k tu kabi badnaam na ho, Dakh zikar tera hay pr naam chupa rakha hay. Mera jis haath sa kiya tha tu na musafa, Dhoya hi nahi honton sa laga rakha hay. Ab ma samjha tera Rukhsar pa Till ka matlab, Doulat-e-Husn par darbaar betha rakha hay. JUDA ho gaye kuch pal k liye to kya hua, Tari TASVEER ko seenay ma saja rakha hay
'' USEY KEHNA''
Hum na Ukfat ka bharam sub sa juda rakha hay,
Goya seena ma tuja DIL ki jaga rakha hay.
DIL ya chaha k tu kabi badnaam na ho,
Dakh zikar tera hay pr naam chupa rakha hay.
Mera jis haath sa kiya tha tu na musafa,
Dhoya hi nahi honton sa laga rakha hay.
Ab ma samjha tera Rukhsar pa Till ka matlab,
Doulat-e-Husn par darbaar betha rakha hay.
JUDA ho gaye kuch pal k liye to kya hua,
Tari TASVEER ko seenay ma saja rakha hay.
KaL Shaam Tere Ghar Qayam Kis Ka Tha ?
Na Tha K0i Musafir To Ehtmam Kis Ka Tha?
Likh Likh K Ch00mti Rahi Jis Ko RaaT Bhar.!
Humen Bhi Batao W0 Naam Kis Ka Tha?
Jis Ko SuN K R0 Pare EhLe-e-MehfiL.!
Itna Bheegta Hua Anjam Kis Ka Tha ?
Humen Pe K Hosh Na Raha SaQi.!

W0 haath Kis Ka Tha W0 Jaam Kis Ka Tha...!!!

“HIMMAT FAN”

Aaj Hi Ghar Laeiyn Or Garmi Se Nijaat Payein.

Sasta, Mazboot or Paeydaar.

Na lodshideng ka khtra na bejli k bil ka kharcha

Asal Khajoor K Patton Se Bana..

haath Ka Pankha

“HIMMAT FAN”

Jitni Himmat Utni Hawa…

“HIMMAT FAN"
Larkion k haath mei mehandi achi lgti hy...
Aur
Larkon k haath me
.
.
.
.
.
.
.
.

mehandi wly haath...:-)
Ache dost “haath” aur “ankh” ki tarha hote hain,
Jab “hath” ko takleef hoti hai to “Ankh” roti hai,
Aur jub “ANKH” roti hai to “Hath” ansu pochtay hain.
NiKal KeR Dil Se Tere Waste Sada Aai

Uthay haath Tou Yaad Ek Dua Aai

K Teri Umar Ko Dunya Ki Umar Lag Jaye

Waqt Saal Giany Aur Gin Gin K Thak Jaye