Sardar ji ko sarak k kinaray peeshab kartay dehk kar 1 larki rasra badalnay lagi.
Sardar ji bole ,
" DARYE MAT AP JIS SE DAR RAHI HAIN USEY MAIN NE PAKRA HUA HA
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''