faqeer SMS Messages32 messages

Policeman: Tum ne faqeer ko Q mara?

Pathan: Hum ne ise baar bola tha ke hum aisa waisa aadmi nahi hai,

Phir bhi ye bolta hai

"Aik baar de dey baba, phir nahi aaonga

hum wafa kay aadi hum har dum wafaa karin gey

Bun kar faqeer teri zindagi ki dua karin gey
Wife Or Husband Shop Se Niklay !

Ek faqeer Bola : Shehzadii !

5 Rupee dey doo, Andha Hon
...
Husband : De do, Waqayi Andha hai
faqeer: Oh..Bab kuch dedo boht bhooka hun.

Pathan: 100 rupees dikhaty huwe bola 50 rupees hein tere pass ?

faqeer: (Khush ho kar) G haan.

Pathan: To pehle wo to kharch karlo.
Gurbat ki waja se
Kisi Ko faqeer mat
Samjo Q K Uska "RAB" B Wohi HE
Jo Aap Ka he
Wo "Ye" Sb Use Ata
kr sakta he
OR Aap Se "Le" B Sakta he
Wo rula ker hans na paya dair tak
jab mai roo ker muskuraya na dair tak

bhoolna chaha agar uss ko kabhi
Aur bhi wo yaad aya dair tak

bhookhey bachon ki tassali key lye
maa ney phir pani pakaya dair tak

jab mai roo ker muskuraya na dair tak

gungunata ja raha tha ik faqeer
dhoop rehti hai na saaya dair tak

Wo rula ker hans na paya dair tak
jab mai roo ker muskuraya na dair tak
Mohabbaton mien hawas k aseer hum bhi nahi...
Galat na jaan itney haqeer hum bhi nahi...

Nahi hai tu bhi qayyamat ki tand-o-tez hawa...
Kisi k naqsh-e-qadam ki lakeer hum bhi nahi...

Karam ki bheek na de tu aapna takht bakht sambhal...
Zaroratoon ka khuda tu,to faqeer hum bhi nahi...

Humien mitta de humari aana ko qatal na ker...
K be-zaraar he sahi be-zameer hum bhi nahi...
Kitnay din beet gayay hain daikho to sahi
Kitnay chiragh bujh gayay hain daikho to sahi

Mausam bahar ka phir tanha guzar gaya
Khizaan ek bar phir agayee hai daikho to sahi

Kitni chahat say likhta thai mai naam tumhara
Wo qalam hi tordia hai zara daikho to sahi

Itni asaani say to milti nahi nafrat bhi lekin
Tumne hasil shuda piyar thukradia daikho to sahi

Haanton mai tum ne apnay chupayay thay moti bohat
Ab k zabt tutnay say saylab ravan hai daikho to sahi

Aana rokti hai mujhay har bar jhuknay say magar
Kitni bar tumnay jhukaya hai daikho to sahi

faqeer ban kar teray kuchay mai akar
Kitni aas say daikhtay hain tumhain daikho to sahi
HuM tOu faqeer lOg HyN , HuM DiL Ki SaLTaNaT

SaStI bHi BeCh DeTe HyN, BaZaR dEkH KeR . . .
Gham Agarcheh Kaseer Laya Hoon
Hoslay Bhi Khateer Laaya Hoon

Khaahishein Mukhtasar Si Rakhta Hoon
Dil Ghani-o-faqeer laaya Hoon

Kaisa Pagal Hoon Tairay Ghar Say, Mein
Khainch Kar Ik Lakeer Laaya Hoon

Saaray Logoon Say Payaar Hay Mujh ko
Aisa Roshan Zameer Laaya Hoon

Kaat Kar koh-e-Gham Ko, Ashkoon ki
Mein Bhi Ik Jooy Sheer Laaya HooN
dil youn dharka ke pareshan hoa ho jaisay
koi be-dhiyani mein nuqsaan hoa ho jaisay

rukh badalta hoon to shey-rag mein chubhan hoti hai
ishq bhi jang ka medaan hoa ho jaisay

jism youn lams-e-rafaqat ke asar se nikla
doosrey daur ka samaan hoa ho jaisay

dil ne youn phir mere seeney mein faqeeri rakh di
toot ker khud hi pasheman hoa ho jaisay

thaam ker haath mera aisa woh roya
koi kaafir se musalman hoa ho jaisay
2008 Ka faqeer :
Baji Bhooka Hoon ALLAH K Waste Khana De Do . . .

Baji: Baad Main Aana Abhi Khaana Bana Rahi Hoon . . .

faqeer: Mera Mobile No. Likh Lo . . .
Jab Khana Ban Jaye Tou Sms Ker Dena ;->