duniya SMS Messages330 messages

maine kabhi apni nahi doosron ki khoshi chahi,

par hamesha doosron ki nafrat hi payi,

aaj tak kisine humse dosti nahi ki,

par aaj is duniya ke logon ne meri zindagi hi badal di,

is duniya ne bhale hi diye ho hume hazar gham,

par tumhari dosti se mit gaye sare gham
Yade bi DOSTO se he,
Mulakate B DOSTO se he,
$apne b DOSTO se he,
Apne b DOSTO se he,
Ya phir yu kahu
AB to duniya hi DOSTO se he
Har kamyabi pe apka nam hoga,
Apke har kadam pe duniya ka salam hoga,
Mushkilo ka samna himmat se karna,
Dua hai ek din waqt bhi apka gulam hoga...

duniya AUR AKHRAT MEIN AGER JEENA HO CHAIN SE!
JEENA ALI (A.S) SE SEEKH LO'' MARNA HUSSAIN (A.S) SE
Karo Ge wAfa ALI(A.S) Se Tou Kismat Bhi Wafa Kare Ge,

Ghum Mano Gey Shabbir(A.S) Ka Tou ZEHRA(S.A) dWA kARE ge,

Choro Ge duniya Rakh K Mohabbat Dil Mein ALI(A.S) Ki,

Tou Kabar Ki Matti Bhi Haya Kare Ge.
Tareekh me duniyaTareekh me duniya ki wahid yehi manzar hy
Hansta huwa bacha hy roota huwa lashkar hy
Kya jang karun me insay Abbas e Jarii boley
In shaam ki foojon pe bhari maira Asghar hy
Khanna e rab me imamat ka ka ujala utra
daikh kar shahkle ali chand ka chehra utra
Aaj bhi kaabay k chaker me hy masroof jahan
Ajj tak mola ali taira na sadqa utra

Sadaqaton ki nishani hussain hay
duniya me inqilab ka bani hussain hy
dushman ko jis nay apney lahoo say shikast di
Woh mard e haq woh haider e sani hussain hay
Aye mavia mardood tu naakaam hogaya
duniya main zikre Aal-e-Nabi aam hogaya
Meray Hussain per hain Durodon ki barishain
laanaaat teray yazeed ka anjaam hogaya
Khatam hai duniya ki tareekh-e-wafa Abbas(AS) par
Ibtida jis se bhi ho, haan inteha Abbas(AS) par
Saari duniya ko nuseri k Khuda par naaz hai
Naaz karta hai nuseri ka Khuda Abbas(AS) Par
Chaadar-e-Tatheer thora aur barh jaati agar
Ik siraa Zainab(SA) pe hota doosra Abbas(AS) Par
Allah woh bhi waqt zamaney me laye ga
Dhonday say bhi nishan na batil ka payega
Khamosh is tarhan say jo rahey gi Kitab e Haq
duniya me bolta huwa Quran Ayega
Hanso

Khelo

NAACHO

Gao

Uchloo

Koodoo

Dunya ki parwa mat kero

Q
K

duniya Janti Hay K
"PAGAL"
aisi harkatein karte rehte hai...
Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samandar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai

Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na kiya jay

Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai