door SMS Messages399 messages

bahut door se tere kadmoien ki aahat jaan lete hain
Tujhe ae jindgi hum door se pahchan lete hain
tabiyat apni ghabrati hai jab sunsaan raatoein mein
Hum tere yaadoein ki chadar taan lete hai........
Tum Aaye, chaley bhi gye
apney peechey,
aik achi se mulaqat ka naqash
choor gye

ab ham beithey
tumhari batoon key aqas sey
kahien door sey aati
tumhaari khushbu key lams sey

tumhein yaad ki banhoon mein liye
tumhaari qurbat ka ehsaas jagga rhey hein
apna jee behla rhey hein...
Gam Dena Magar
Ansu na Dena,

Maff Karna
Magar Khafa na Hona,

Vida Kehna
Magar Alvida na Kehna,

Humse door Jana
Magar Humko Bhool na jana.
Bin Bataye Na Jane Kiyu Os Ne doori Kar De


Bhichar k mujh Se Os Ne mohabbat Adhoori Kar De


Mere Mukadar Main Ghum aaye To Kiya howa?


KHUDA ne Os Ki Khuwahish To Poori kar De.......!
Talluq Toot Jay Ga Mera Sarey Zamaney Se,
Ek teray rooth Jany Se,
TumHarey Sath Rehnay se Dil ko Taskin Milti he,
Bohat TakleeF hoti He TumHarey door Janey Se..!!

aisa na ho kay hum bhool jaay
door aitna na rahoo hum say

aisa na ho kay hum badal jaay
rothay aitna bhi na rahoo hum say

ais na ho kay hum nafrat samajh lay
chup aitnay bhi na rahoo hum say
Dil ki Raahon pe Chalna Asaan to Nahi

humsafar mukhlis ho to doorian Pal main mit jati haiN
Aye Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Mushkil Lagta Hai Us se door Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna door Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.
Kiya Tum Bhi

Kiya Tum Bhi
Aansoo Rokny Ki Koshish Mein
Palkyn Teez Teez Jhapakty Ho
Aur
Kesi Sandesey Ki Aas Mein Baar Baar
Darwazy Ki Janib Lapakty Ho
Kiya Tum Bhi
Phool Pey Girti Barish Ki Aawaz Sey
Aur
door Kahin Bajny Waly Almiyaan
Saaz Ki Aawaz Sey
Aafsurda Ho Jaty Ho
Mere Hum Safar Kisi Roz tu
mere paas a mere ru ba ru

kisi roz sun meri guftagu
meri chahato me base huye

mere ansuon se bhare huye
meri shab k lamhe shumaar kar

meri zindagi na azaab kar
woh lafz tere jo nayab hon

wohi lafz mere naam kar
mujhe leke tu kahin door chal

zara haath mera tham kar
mere hum saafr kisi roz tu

mere pas a mere ru ba ru
meri khawahishon ko umeed de

meri zindagi ko naveed de
Kuch Hain dooriyan Kuch Hain Faaslay
Kya Yehi Hain Mohabbat K Zaabtay

Kuch Dil Hai Thora Udaas Udaas
Kuch Weeran Weeran Se Hain Raastay

Kuch Ham Ko Bhi Khabar Nahin
Kuch Tum Se Bhi Nahin Hain Raabtay

Agar Hamain Maangnay Ka Haq Hota To
Hum Tumko Tumhi Se Maangtay
ub k na kerna uska zikar meri wafa ki mahfil main.

agar wo aye tu use kahna meri mahfil se door ja k roye.