dil SMS Messages2810 messages

Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai, Mubaraq ho aapko holi ka tyohar, Humne dil se yeh paigam bheja hai
Jeewan k har rang dosto se hai Koi Laal,
Koi Neela Koi Hara,Koi Peela
Par jab bhi aapko dekhte hai dil bus yehi puchta hai.
YEH NAYA rang konsa hai. Happy Holi
Hum Aap k dil me rahte hain,


Isliye Aap ki khabar rakhate hain.

Koi Humse pahle Wish na kar de Aapko,

Isliye
4 din pahle hi


" HAPPY HOLI "
kahte hain
Sher kabhi chupkar shikar nahi karte
bujdil kabhi khulkar var nahi karte
aur ham wo h jo HAPPY HOLI kahne k liye holi ka intar nahi karte
Holi Ka Gulal Ho
Rango Ki Bahar Ho
Gujhia Ki Mithas Ho
Ek Baat Khas Ho
Sab Ke dil Main Pyar Ho
Yahi Apna Tyohaar Ho
Wish U very Happy Holi
Aapne dil ka haal batana chod diya,
humne bhi gehrai mein jaana chod diya.

Areyy yeh kia ?
Holi se pehle hi aapne nahana chod diya!!
TERE dil MAIN KAISI GIRAH PARI TUJHAY US SE ITNA HASAD HAI KYUN?

JO NABI(S.A.W.) KI AANKH KA NOOR HAI JO ALI KI ROOH KA CHAIN HAI

KABHI DEKH APNE KHAMEER MAIN KABHI POOCH APNE ZAMEER SE

WO JO MIT GAYA WO YAZEED THA, JO NA MIT SAKA WOH HUSSAIN HAI
Kuch barhami hai zara is noor-e-ain main
Milta hai iztiraab yunhi dil k chain main
Selaab dekhta hoon tou ata hai ye khyal
Pani bhatak raha hai talash-e-HUSAIN main
HuSSaiN Parhna , HuSSaiN Likhna
Khuloos-e-dil ki Roshnaai le kar
Ba Deeda Tar Hussain Likhna
Tum Aisa karna Kitab-e-dil ke
Waraq Waraq Par Hussain liknna

Huroof Khushboo ke Phool Ban kar
Tumhare Seenay Main Khil Uthainge
Tum aisa Karna Ke Apni Aankho''n
Aur Apne Lab Par Hussain liknna

Ye Pairh Saaray Ye Sab Parinde
Adab Se Sajda Karainge Unn ko
Tum Aisa Karna Ke Unn Hawao''n
Ki Jhaalaro''n Par Hussain liknna

Hussain likh Kar Phir Uss Ko Likhna
Phir Uss kO Likh kar tum Aisa Karna
Ke Aaj Tak Tum Ne Jo Bhi Likha HO
Tum Uss Ka MehWar Hussain liknna
dil HAI K MUSALSAL YEH DUA MANG RAHA HAI
PHIR SAY SAFAR E KERB-O-BALA MANG RAHA HAI
SHABEER a.s K MAQTAL SAY ABHI TAK SAR-E-MOMIN
SAJDON K LIYAY KHAK-E-SHIFA MANG RAHA HAI
Is Aasrey Pe dil-e-Beqarar Zinda Hai

Koi Tou Ashqo''n Ka Umeedwar Zinda Hai

Gham-e-Hussain Ko Biddat Zara Sambhal K Kaho

Abhi Hussain Ka Ek Sogwaar Zinda hai
Humse Kehte Hein K Biddat He Maatam Daari
Khud Tere Jism Se Aawaz E Bbuka Aati He
dil Dharhakne K Tawaazun Pe Zara Ghor Kar
Tere Seene Se Bhi Maatam Ki Sada Aati He.