dil SMS Messages2810 messages

Mangnay walon k dil ko ye yaqeen hai ABBAS(a.s).
" NA " karna tera dastoor nahi hai ABBAS(a.s).
Aa rahi hai Daro deewaar say Khushbo-e-Wafa.
Aisa lag raha hai is waqt yaheen hain ABBAS(a.s).
Saans leta hoon tu Jannat ki hawa ati hai,
dil darakta hai tu Matam ki sada ati hai,
Qabar mein boolein gay Malak-ul-Maut kia tu uthata tha Alam ?
Teri maeyat se tu khushboo Wafa aati hai..
Karo Ge wAfa ALI(A.S) Se Tou Kismat Bhi Wafa Kare Ge,

Ghum Mano Gey Shabbir(A.S) Ka Tou ZEHRA(S.A) dWA kARE ge,

Choro Ge Duniya Rakh K Mohabbat dil Mein ALI(A.S) Ki,

Tou Kabar Ki Matti Bhi Haya Kare Ge.
Jisi Ali(a.s) kii muhabat ka aitraaf nahi ..
Laakh Sajday karay koi Gunnah maaf nahi ..
Badan pe Jama-e-Ahraam dil mai Bughz-e-Ali,
YE Kabba pak k phairy tu hai tawaf nahi ...
Kehtay hain barey fakhr say hum ghum nhn kartey
Matam ki sada suntay hyn matam nhn kartay
Woh log bhaala samjheyn gay kya raaz e shahadat
Jo eid to kartay hain muharrum nhn kartey
Kyun aap ka dil jalta hy kyun jalta hy seenaa
Hum aap k seenay par to matam nhn kartey
Aajiz yehi mashoor haqiaqat hy jahan me
Qatil kabhi maqtool ka matam nhn kartaay
Be Khouf Hoo Rahe Hai Azadari-e-HUSSAIN
dil Koo Sukoon Hai K ALAMDAR Sath Hai
Sadiyon Se Ek Pal Koo Yeh Panja Na Jhuk Saka
ABBAS Tere Hath Pe ZEHRA Ka Hath Hai
Munker kMunker ke dil pehe dil peh zarb-e-Khuda Ya Ali (A.S) Madad
Momin ko kibriya ki ata Ya Ali (A.S) Madad

BismilAllAh jis ne jab bhi kaha Aur jahan kaha
Darasal us basher ne kaha Ya Ali (A.S) Madad
Hai azme Khalili sinoan me, sholoan me phool khila denge
Hathoan me nihan hai zoore Ali, Khaiber ka saman dikhla denge
Abbas-e-dilawar ke waris, har ek ki pyas bhuja denge
Ye nasl wa mulk wa rango watan, ki sab diware gira denge

Is waqat fiza-e-alam me, bas ek Alam lehraega
sab thaat pada rehjayega, jab aane wala aayega
Aaye baghe askari k muqadas tareen phool
Aaye kaaba e fikro nazar aa kibla e asool
Aa hum say bhi khiraj e dil o jaan Kijye wasool
Mola tairey bagair hum ko qayamat nhn qabool
Jannat me maalo zar na hukumat k wastay
hum ji rahey hyn teri ziyarat k wastay
Khushi ki bazm main bhi ghum talaash kertay hain,
dil-e-BATOOL s.a ka marhum talaash kertay hain,
Maza mila hay aazaa-e-HUSSAIN a.s se itna,
Hum eid main bhi muharram talaash kertay hain
Gulzar e shujat ki dil awaiz kali hy
jano dil e hyder hy wali ibne wali hy
Shabbir muhammad hyn agar waqt k apney
Abbas e jari apney zamaney ka Ali hy
Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki
Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki
Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai
To Yaad dilaDunga Jung Haider-e-Karrar Ki