dil SMS Messages2810 messages

Pass wo itna tha jaisay dil aur dharkan
Dekhta tu hum dono mein fasla bhi bohat tha
Milnay ki tarhan hum mil na paye thay kabhi
Mera aur uska rabta bhi bohat tha
Itnay arsay mein bhi usay mujh par aitbar na aya
Ye sach hai wo mujhay janta bhi bohat tha
Wo mil kar bhi na mil saka ye muqadar ki baat hai
Meinay duaaon mein usay manga bhi bohat tha
Ruswaai k dar say wo rakh na saka muhabbat ka bharam
Laikin yeh sach hai k wo mujhay chahta bhi bohat tha
A khuda mujhpar 1ehsan krde,Unke dil k pure sab arman krde,Unki khushi k liye agar kisi ki Zindgi chahiye to der na kar mujhe bejaan krde...
dil Ki dhadkno Ki awaz Suni he maine, Apni Ankho se Koi Baat kahi Hai Maine,
Bus 1 dedar k liye Khud ko sambhale Baithe hai,
Jane Ye ishq Me Kaun c raah Chuni He Maine?
Kahan dil chor aye ho,
bohut chup chap se rehtay ho,
Na bante ho na sanwarte ho
na koi bat karta ho
Bhari mehfil main bhi aksar
hamesha khoay rehtay ho
Udasi aankho main le kay
her ek chehre ko takte ho
Koi jab yaad aata hai to
Thundi aah bharte ho
To khul kar kion nahin kehtay
Kisi se pyar kertay ho.
Kuch Aise Log Jo Khaas Bohat

Jo Ahem Bhi Hon Aur Pyare Bhi

Tareef Main Jin K Lafz Na Hon

Tou Aam Se Lafz Hum Likhai''n Kyun

Kuch Safhay

Kuch Line''n

Kuch Warq

Kyun Na Khaali Rehne De''n

Aur

Aise Pyare Logo''n Ko

Sirf

dil Main Apne Rehne De''n ...
Sadion say jaagi aankhon ko ek baar sulanay aa jao
Mana k tum ko pyar nahi nafrat hee jatanay aa jao
Jis morr pay hum ko chor gaye hum behtay ab tak soch rahay
Kya bhool hui kyou juda huway bus yeh samjhanay aa jao
Har lamha teri furqat mein hum taray rahay hum taras rahay
Meri manoo tum is dil ko kuch pal behlanay aa jao
Sochnay samajhnay say,
sath sath chalnay say,
doriyan simat ti hain,
faslay nahi chaltay,
khawab khawab ankhon main,
ratjagay nahi chaltay,
darguzar k halqay main,
maslay nahi chaltay,
dosti k raston ki,
parwarish zarori hai,
dosti k rastay main,
khafgiyan nahi chalti,
do dilon ki qurbat main,
Teesra nahi hota,
wastay nahi chaltay.
YE MAusAm Bhi KitnA PyArA HAi,

KArti YE HAwAye KuCh IshArA HAi,

ZArA SAmJhO InkE jAZbAtOn KO,

YE KEh RAhi AapkO dil SE HuMnE PukArA HAi..
Tera Mujh Pay Ikhtiar Baqi Hay
Deikho Kaisa Hisar Baqi Hay

Koi Chala Gia Phir B
dil Rastay Pay Ghubar Baqi Hay

Ye Khowab Hay Ya Ehad Koi
Jis Ka Muj Pay Bar Baqi Hay

Aankh Mien Dhoaan Sa Rehta Hay
Aag Ki Koi Pukar Baqi Hay

Zindagi Ki Kari Piaas Mien
SameerAur Kis Ka Intizar Baqi Hay
Ye zaat firqay ka tu ik bahan tha
Usay tu youn bhi hamein chor jana tha
Hum us k aik ghar ko apna samajhty rahay laikin
Us ka tu har morr par aashiyana tha
Yeh us ka qasoor nahi wo majboor tha shayad
K uski fitrat mein hee dil dukhana tha
Mujh ko talab thii faqat uski chahat ki
Aur uski tu chahat hee sara zamana tha
Suno
Hum toot jaein gay
K doori she na paein gay
Judai maar dalay gee
Suno!
Yeh aankhein bojhal hain
Inhein kis tarha behlaein
Suno!
Hum so na pein gay
Kabhi khush ho na paein gay
Judai maar dalay gee
Suno!
Ye dil tumhara hai
Na tum bhi ab guzara hai
Suno
Kuch waqt do hum ko
Bana lein dost iss ghum ko
Humein maloom hai aakhir
Judai maar dalay gee
tere siva nahi jachta koi nigahoon mai
jo to kahe to bikhar jaaon teri raahon mai
nazar kaneez teri dil ghulaam hai tera
likha hua mere chehre pe naam hai tera.,