chal SMS Messages1341 messages

Wo Keh Ke chalay Itni Mulaqat Bohot Hay

Main Nay Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bohot Hay

Aansoo Mere Thum Jayein To Phir Shoq Say Jana

Aisay Main Kahan Jao Gay Bersaath Bohot Hay
ULjhano Ka Ye Mosm Badal B Sakta Tha
Wo chahta To Mere Sath chal B Sakta Tha

Wo Shakhs Jis Ne Mujhe Chorne Me JaLdi Ki
Men Us K Mizaaj K Saanche Me DhaL B Sakta Tha

Wo JaLd Baaz Khof-Zada Ho K chal Diya Werna
Tamam MasLon Ka Koi HuL NikaL B Sakta Tha

Anaa Ne Hath Uthane Nahin Diya Werna
Meri Dua Se Wo Pathar PighL B Sakta Tha... ;->
Us nay mujh say kaha
meray saathi!
tum ko mujh say jo hay gila ....kiya hay?
kabhi fursat milay tu socho,
manzilain kion hain? fasla iya hay?
apnay apnay safar pay niklay log
mushtarka raston pay chaltay hain
hamrahi kay hisar main jitnay
din nikaltay, chiraagh jaltay hain
apni apni umeed kay dar-o-baam
zindagi kay safar main miltay hain
mutaqil dard, aarzi aram

tum meray hamsafar tu ho lekin
hum kahin say bichar bhi saktay hain
dair tak aik taweel rastay par
saath tu ajnabi bhi chaltay hain!!!!!!!
chalo Is Shaam Koi Or Hi Qissa Sunatey Hain
chalo Is Shaam Us Ko Hum Sirey Sey Bhool Jatey Hain
chalo Is Shaam Koi Aney Wala Khawab Buntey Hain
chalo Is Shaam Hum Kaliyan Nahi Kanton Ko Chuntey Hain
chalo Is Shaam Jashn-E-Tergi Hans Ker Manain Hum
chalo Is Shaam Us Ko Phir Sirey Sey Bhool Jyen Hum
Ukharta ja raha hai sans ab beemar-e-ulfat
''''Sagar''''
chalay aao k kuch dair hum be zuban hon ge
Meri Zindgi kis adhuri rao par gamzan hay
Jahan no Manzil hay na Musafir hay
Na Rasta hay Na Rahi hay
Ye Zindgi kidher ko behti ja rahi hay
Jahan na Lehren hein na Dariya
Na Kinara hay na Mojen
Zaidgi kis Nagar ki Mehman Thehri
Jahan na Izat ha na Ulfat
Na Chahat hay na Muhabbat
Zaidgi is ne to Fana ho jana hay
Phir ye kuen ye chalti chali ja rahi hay
Our mein
Sirf is eak Lamhay ke
Intezar mein hon
Jub….
Mujhe mera Maqsad mil jae!
Ya…
Moat aa Jae!!!
Darr-e-qafas sy paray jab saba guzarti hy

Kisay khabar k aseeron py kya guzarti hy

Taeluqaat kbhi es qadar na tootay thay

K teri yad b dil se ghafa guzarti hy

Wo ab milay b to milta hy es tarah jaisy

Bujhay charaghon ko chhoo kar hawa guzarti hy

Ye ehl-e hijr ki basti hy ehtiyaat se chal

Musebaton ki yahan inteha guzarti hy

Na poochh apni anaa ki baghawtain MOHSIN

Darr-e qubool se bach kr dua guzarti hy...\

Mere Kadno''n K Nishaa''n
Rasty Se Mita Do
Yeh Na Ho
Main In Per chal Ker
Dobara Tumhare
Pass Aa Jaon !!!
Koi Diwaar Rehny Do

Faqat izhaar Rehny Do

Safar mein Saath chal Kar b

Mujy is Paar Rehny Do

Na Aankhon men Sajaao TuM

Na Mujko Khaak hony Do

Na Tarsain TuMhari Qurbat Ko

Mujy Bebaak Rehny Do

Mujy Asha''ar mein Likho

Mgr

Na Gungunao TuM

KiTabon men Kahein Rakh Kr

Mujy Phir BhooL Jao Tum
Suno..

TuMsy Yeh Kehna hy

Safar mein DhooL hony Tak

Koi b BhooL hony Tak

Mujy TuM Maang Lena Bus

DUAA MAQbooL hony Tak...\
Mey apni Zaat chor aya hun,
Hijr ki raat choor aya hun.
chala aya hun us ki mehfil sey,

Kuch Shikayaat choor aya hunn.
Ki teri Baat ki qadardani,
Mey apni baat choor aya hun.

Rukhsat ho ker mein fani dunya sey,
Sub kharafat choor aya hun.
Ek asasa thay yey mera

Dil kay jazbaat choor aya hun.
Mere Hum Safar Kisi Roz tu
mere paas a mere ru ba ru

kisi roz sun meri guftagu
meri chahato me base huye

mere ansuon se bhare huye
meri shab k lamhe shumaar kar

meri zindagi na azaab kar
woh lafz tere jo nayab hon

wohi lafz mere naam kar
mujhe leke tu kahin door chal

zara haath mera tham kar
mere hum saafr kisi roz tu

mere pas a mere ru ba ru
meri khawahishon ko umeed de

meri zindagi ko naveed de
Koi ata hy yaad bht sone se phle

jo cheen leta hy ansu mre rone se phle

phr rhta hy raat bhr wo esey samne

mai aksr chal prta hun uska hath thamne

Ab neend b aye to mai sona nhi chahta

Kisi qeemat pe b mai usko khona nhi chahta

Ho jaey wo kash mera muje khone se phle

jo ata hy yaad bht sone se phle

Dedicated to Ma Love