Wo the pehlu mai,or the
chandni raat
Hamari Zindagi thi bas wohi
chandni raat
Ajab
chasmak zani thi wisal ki raat
Nazar inki thi or taroon bhari raat
Nigah-e-mast inki k rahe hai
Kahen hoti rahe hai saqi gari raat
Abas hai wada-e-farda tumhara
Mariz ishq ki hai akhri raat
Kisi ne wada-e-farda kia hai
Hume mar kar basar karni pari raat
Tabassum se kisi k ban gaye thi
Meri khilwat sarapa
cHANDNI RAAT!!!!!!!!!!!!!