chirag laikar mein dhundata hun wafa kahan hai wafa kahan hai,
Bata dey mujh ko jahan k Malik hai nirkh kitna dukan kahan hai,
mein aisey rehbar k payoon
choomoon jo yeh bataye wafa kahan hai,
hai saari duniya hee
chakar-e-banwar mein ya sirf mera hee imtihan hai?