Meri shayari ko ku
ch is tarha parhna, k Mere shairon mein apna dard talash karna,
Rodogey agar tum to taklef mujhe hogi, tum aansuon ko annkhon se girna mat dena
agar koi po
cha k dard kia hain, to sir jhuka kar mohabbat bata dena,
Ab mein akela nhi, tum bhi akele mat rehna, maine
chuna tanhai ko, tum mere shairon ko
sahara bana lena,
Meri shayari ko ku
ch is tarha parhna, k mere shairon mein apna dard talash karna,