Apni khushiyan luta kar tujh pe kurban ho jaon,
kash ku
ch din tery shehr main mehman ho jaon,
Tu apna nayab DIL mujh ko de day aur phir mangay,
Main mukar jaon aur bey-imaan ho jaon,
Tu mujh pe sitam karay har kisi ki tarha,
Main teri is ada par b meharban ho jaon,
Tu mery paon k ni
chay se zameen
kheen
ch layaur main tera aasman ho jaon
Tu mujhse door door bhagti phiray,
Khuda koi mujzaa karey aur main tera NAAM ho jaon...