c SMS Messages19427 messages

Shaadi Me Dulha K Saath Barati Kyun Jate Hain ?
.
.
.
.
Kyun K Log Kehte Hain K Kisi K Sukh
Main Jao Na Jao

Par

Dukh Main Zarur Jana chahiye ... ;-)
Load Shedding K Fawaaid:

Generator,UPS & candle Walo Ko Rozgar Ki Farahmi
Bijli Ka Bill Kam Aiga
Mobile charge Na Hone Se Balance & Time Saving
TV Na Dakhnay Say Gunaho Ma Kami
Sabr Karney Ki Waja Se Jannat Mein Jaaney K Ziyada Imkanat

(A Public Service Msg By K.E.S.c)
Raat Ko Neend Nahi Aati
Din Ko chain Nahi Aata
Maine Dil Se Pocha
Ke Kia Yahi Pyar Hai
Dil Ne Kaha Nahi

LOAD SHADING Ki Waja Se Sab Ka Yahi Haal Hay
Zarori Ilan!
1st Dec, se bijli bilkul khatam ho jay gi,

1st Dec se tamam log apnay apnay UPS

wapda k kissi bhi office se recharge karwa saktay hain.
Shukria.
1 Angraiz PAKISTAN aya URDU sekhnay. Kuch arsey baad wo wapas gaya to logo ne kaha k kya sekha?

!




!

!

Angraiz ne kaha
"BiJLI cHALI GAYI"
"BiJLI A GAYI"
Beautiful Picturs r developd In Dark Room

So if u see darknes in ur life
assume that NATURE is making beautiful Life 4 u...

(A public service Msg 4rm KESc)
Ye Badalti Rutai''n
Ye Dubte Huey Arman
Ye Terti Hui Musafatai''n
Ye Jalte Diye
Ye Pighalte Huey Badan
Ye Bhujti Shame''n
Ye Kch Or Nhi Srf
.
.
.
KESc Ki Beghairti Hy ... ;->
BREAKING NEWS BY GEO : "



wazarat e bijli nay load shedding Khatam krnay ka elaan...."




Sorry, abhi itna he Suna tha k light chali gaie.
The most rommantic country of the world?



guess!




pakistan
u know y?




har raat candle light dinner :-)
(thanks to W.A.P.D.A & KESc)
BREAKING NEWS

Hakumat ne Ailaan kiya hai 2009-2010 mein new shadi shuda jorey BIJLI peda karenge.

Bache nahi

Q k

Mulk me Bijli ki kami hai


Bachon ki NAHI.
Mery Aziz Ham Watno Ham Ne Load Shading Ka Khatama Kr Dia Hy

Ta K Factrian chal Paren Or Log Kam Pe Lag Jain Warna Log Wakilon

K Long March May Shamil Ho Jain Gey Jasy He Long March Nakam Ho Ga Apko

Phr Se Load Shading Ke
Khush Khabri Sunai Jaige... =P

Apka Khadim
Asif Ali Zardar
Mr. 100% . . . ;->
Arz kiya hai...

"Irshad..Irshad"


Zameen se uthi flak pe cha gaie''

Wah..Wah..

Zameen se uthi flak pe cha gaie''


Oye hoay ghar bhago yaro LIGHT aa gaie.