bahar SMS Messages157 messages

Hawaen kehti hen DOSTI karo

Fizaen kehti hen PYAR karo

baharen kehti hen SHADI karo

Or gahr wale kehte hen

FARAZ

Bakwas band karo aur koi

NOKRI karo


Abhi kuch dair baqi hai…!!
Khizan k beet janay main,
Guloun k Muskuranay main,
Khushi k geet ganay mein,
baharon k zamanay main,
... ... Abhi kuch dair baqi hai..!
Main tum ko bhool jaonga..!
Na tum ko Yaad aaonga..!
Main tum se dour reh k bhi,
Tumhain jee ker dikhaonga..!
Tumhain maloom hay laikin,
Yeh sub main kar na paaonga,
K tum ko bhool janay main,
Abhi kuch dair baqi hay..!
Peshawar Ki Police Ka Bhi Jawab Nahi Hai

1 Pathan Talaab Main Naha Raha Tha

Police Wala Kehta Hai

Chal Ooye bahar Aa Kar Kapry Pehan

Teri Talashi Leni Hai.:
Pathan K Ghar Guest Aa Gaye...
Maa Ne Kaha:
Jao Baita Ja K Mehmanon K Lie Kuch Ley K Aao

Pathan bahar Gaya Or....
,
,
,
Rikshaw Le Aya.:-)
Suna Hai Neya Saal Phir Aa Raha Hai

Khushiyan Bhi Hoon Gee ” baharain Bhi Hoon Gee
Magar Hum To Guzry December Ki Sochoon Mein Gum Hain
Keh” Jab Tu Mere Paas Thi

Hath Tera Mere Hath Mein tha
Aor Khushiyan Chaar Su Hamary Sath Thin

Magar Ab Akele Tumhain Sochty Hain
Yahi Khof Daman Se Lipta Hua Hai
Keh”

Aisa Na Ho Es Baras Bhi December
Tumhary Bina He Kahin Beet Jay
December To Har Saal Aata Rahy Ga
Magar Tum Na Ho Gy To Kuch Bhi Na Ho Ga !

Suna Hai Neya Saal Phir Aa Raha Hai !
Ek chooha sharab k drim mein gira,bahar nikal kar mast hokar sath mein soi huwi Billi ki dum pe paon rakh kar bola:
.
.
.
.
.
"UTH MUNNI, CHULBUL PANDEY TERA DANCE DEKHNE AYA HAI"
dukh dard k maron say mera zikr mat karna
ghar jao tu yaro se mera zikar mat karna
wo zabt na kar payengay ankhon k samndur
tum rah guzaron say mera zikar mat karna
pholon k nasheman mein raha hun sada say
dekho kabhi khazaroon say mera zikar mat karna
shayed yeh andheray he mujhay rah dikhein
ab chand sitaron say mera zikar mat karna
wo meri kahani ko ghalat rang na dey dein
afsana nigaron say mera zikar mat karna
shaid wo meray haal pey besakhta rodein
is bar baharon say mera zikar mat karna
lay jayngay gehrai mein tum ko baha kar
darya k kinaron say mera zikar mat karna
who shaks milay tu ussay har bat bata dena
tum sirf esharon say mera zikar mat karna
Aam ki khushbu,
Barish ki bahar,
Garmi ka Mosam aaney ko tayar,
Thori si masti,
Thora sa pyar,
Load Sheding k liye raho tayar,
"HAPPY SUMMER SEASON mere YAR ;->
Teri Hansti Hui Zindagi Ki Raho''n Main

Hazaron Phool Lutati Hui bahar Aaye

Chalo Tou Sitare Nisar on Tum Per

Hanso Tou Phoolo''n Ko Bhi Tum Pe Pyaar Aaye
Ghar Bhi Suna Hay Mere Deed K Aangan K Tarha ..

Loot Kar Waqat Na Aaya Mere Bachpan Ki Tarha ..

Par Tere Zulf Mere Bahty Huway Aasqoon Mien ..

Kisi Selaab Mien Bahti Huwi Nagin Ki Tarha ..

Kar K Ghayal Mujhy Us Ka Bhi Bura Haal Huwa ..

Us Ki Zulfien Bhi Na Suljhien Meri Uljhan Ki Tarha ..

Aur Mujh Ko Ghurbat Na Dasa Us Ko Doolat Ki Hawas ..

Bik Gaya Who Bhi baharhall Mere Fun Ki Tarha ..
MANAO EID baharAY CHAMAN KO YAAD KARO,
PAYAMAY SHOK KAY IK IK SUKHAN KO YAAD KARO,
HUJUMAY SHOK SE FURSAT MILAY TO EHLAY WATAN,
WATAN SE DOR KISI BE WATAN KO YAAD KARO.
Jaanwar Kitne Saal K Ho to Us Ki Qurbani Jaiz Ho Gi?

>Ount (camel) 5 Saal K,
>Gaaye (cow) 2 Saal Ki,
>Bakra ya Bakri 1 Saal Ki
>Dunba ya Bhair K 6 Mahinea K Bacha Agar itna Bara Ho K Door Se Dikhne ME 1 Saal K Lage To Us Ki Qurbani Jaiz He.

(Durrea Mukhtar, baharea Shari''at J/15, P/86)