MANAO EID BAHARAY CHAMAN KO YAAD KARO,
PAYAMAY SHOK KAY IK IK SUKHAN KO YAAD KARO,
HUJUMAY SHOK SE FURSAT MILAY TO EHLAY WATAN,
WATAN SE DOR KISI BE WATAN KO YAAD KARO.
Iss MESSEGE ko
bari Mehrbani 7 din
baad parna OK,
Band Karo Aur Save Karo do,
Oh!
Samjh Nahi aati
acha chalo6 din baad OK,
aray phir parh rahe hu app!
yeh cheating hai..
acha itni jaldi hai
tu parh lo....
I"m the Ist one
who wish u..
Eid Mubarak
DIL BEHAL JAYE MUSARRAT SE MERA EID KAY DIN
AYE GHUMAY YAR MERE PAS NA AA EID KAY DIN
PHIR MUJHE QARB KI SOOLI PE CHARHANE WALAY
YAAD AYA TERA PAIMANAY WAFA EID KAY DIN