For this, is a specia

For this, is a specia
For this, is a special time when family
And friends get together,for fun.
Wishing laughter and fun to cheer your days,
In this festive season of EID and always!!!!!!!!
“Happy EID”
  

Jun, 18 2010     183 chars (2 sms)     3055 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

May the noor of this month illuminate ur heart, mind and soul n
may all ur duas be answered. Remember me in your prayers.
EID MUBARAK
Eid Ka din hey aj to gallay mil lay zalim ... rasm-e-duniya b hey mouka b hey rastoor b hey
MILAY TUJHE NA DUKH ZINDAGI MAIN,
PHOOL KI TARHAN TO MEHKAY KHUDA KARAY,
ZINDA RAHAY NAAM ABAD TAK TERA,
EID KI KHUSHIYAN TUJHE MUBARAK KHUDA KARAY
America K Hamlo''n Main

Khud-kash Dhamako''nMain

Mehangai Aur Berozgari Main

Load Shedding Aur Aaty Ki Qillat Main

Maghrib k Rasm-e-Rivaj Main

Musharraf Ki Nijat Main

Wakilo''n Ki Baghawat Main

Aur

Zardari Ki Sadarat Main

Aap Ko
Eid Mubarak .... ;->
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye
Is bahane se Eid ho jaye
Eid milne jo Aap aajayein
Meri b Eid, Eid ho jaye
Kitni Mushkil Se Asmaan Pe aata hai nazar Eid ka Chaand
Ke Chaand Ne Andaaz Tumhara Seekha Hai

Eid Mubarak !!!
I Wish We Could

Put Up

Some Of The

Eid’s Spirit

In Jars

And

Open

A Jar

Of It

Every Month

Happy Eid Mubarik
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein
Tum Aao to ham bhi Eid karein
Kuch Dair to Dil ko Chain Miley
Kuch roz to Man ka Phool Khiley
Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai
Ham log bhi Kuch taaeid karein
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Tum se yeh Aik Guzaarish hai
yeh Apney Dil ki Khaaish hai
Ik Baar milo , Ik Baar Milo
Har Baar yahi Taakeed karein
Tum Aao to ham bhi Eid Karein
Mana ke Ham Deewaney hain
Sab Baatoo''n Se Anjaaney hain
Jab Apney hi Baigaaney hain
Kya Ghairoo''n Se Umeed karein
Tum Aao to ham bhi eid karein
Tum aao to Ham bhi Eid karein ......
When the sun has set, and day is done-
I"ll break this chain, but only one.
By the end of Ramadan, this whole chain will be all gone!
It"s time for Eid and lots of fun!!!
EID MUBARAK ho Aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, Jab EIDI mile aapko to Please....
Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
E I D
M U B A R A K







Humara SMS Jis Ko Mil Jata Hy
Samjho Us Ki Tou EID Ho Gai







So

E I D
M U B A R A K ... ;->
"EID Ki Dua"
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko