Ur Relation Like Paktel
"Dil to 1 hia"
Ur LOVE Like Telenor
"Chaho kuch badh k"
Ur Cincrty Like Haleeb
"Garah Jo hai"
Ur smile Like Twist
"Hila k rakh de"
Ur Style Like Ufone
"Tum he to ho"
Ur personality Like Bonanza
"Absolutely world class"
My Rispons Like Lipton
"yehi to hai wo apnapan"
yahi apnapan or EID MUBARAK
" Eid K Din "
Aaj Roota huwa Ek Dost Bohat Yaad Aaya,
Acha Guzra huwa Waqt Bohat Yaad Aaya,
jo Mere Dard ko Seenay mey Chupa Leta tha,
Aaj Jab Dard Huwa to Bohat Yaad Aaya..
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARIK ho EID.