Suno Alfaaz Kam Hyn

Suno Alfaaz Kam Hyn
Suno Alfaaz Kam Hyn

Aur

Tammanaei''n Hazaro''n

Mubarak Ho

Meri Janib Se Tumhei''n

Eid Ki Khushiya''n .. (:

... EiD mUbArAk ....
  

Jun, 18 2010     146 chars (1 sms)     2242 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

Aaj Eid

Kal Eid

Subha Eid

Sham Eid

Khuda Kare k Ap k Har Lamhe Ka Naam Ho
Eid

"Eid Mubarak"
‘A Real Love Story
Ek Larkey ko larki Se Pyar Ho Geya.
Larki:
Tum Mere Lye Kia Kar Sakty Ho,
Larka:
Jo Tum Kaho wo Kron Ga ,
Larki:
Agar Tum Mujse Sachi Mohbat Krty Ho To Apne Baap ka Dil Lekr Ao,
Larka Dil le aya.
Larki ne us Larke se Shadi Karli Larki Ne Wo Dil Theli Mein Dal k Apny Room Mein Latka Dia
30 Sal Bad Jab Uska Beta Bara Ho ke doctor Bana To Usne Us Dil ka Checkup Kia to wo DIL Bakry ka Nikla or Usne Andaza Lagaya k..
Abba Ne Amma Ko Bewakof Bnaya Tha :)
Bakray Se Yaad Aya k Apko B
Bakra Eid Mubarak in Advance!
Its My Style To Wish U With Smile & Love…
Na zuban se,
Na nigahon se,
Na dimagh se,
Na rango se,
Na greetings se,
Na gift se,
Aapko Eid Mubarak ho direct DIL se..
" Eid K Din "
Aaj Roota huwa Ek Dost Bohat Yaad Aaya,
Acha Guzra huwa Waqt Bohat Yaad Aaya,
jo Mere Dard ko Seenay mey Chupa Leta tha,
Aaj Jab Dard Huwa to Bohat Yaad Aaya..
Mubarak naam hai tera, mubarak Eid ho tujko, jise tu dekhna chahe
usi ki deed ho tujko EiD MuBaRaK.
Troubles as light as Air,
love as deep as Ocean,
Friends as Solid as Diamonds,
and Success as bright as Gold...
These are the wishes for you and your family on the eve of EID
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein
Tum Aao to ham bhi Eid karein
Kuch Dair to Dil ko Chain Miley
Kuch roz to Man ka Phool Khiley
Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai
Ham log bhi Kuch taaeid karein
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Tum se yeh Aik Guzaarish hai
yeh Apney Dil ki Khaaish hai
Ik Baar milo , Ik Baar Milo
Har Baar yahi Taakeed karein
Tum Aao to ham bhi Eid Karein
Mana ke Ham Deewaney hain
Sab Baatoo''n Se Anjaaney hain
Jab Apney hi Baigaaney hain
Kya Ghairoo''n Se Umeed karein
Tum Aao to ham bhi eid karein
Tum aao to Ham bhi Eid karein ......
Eid leka aati hai dher sari khusiyan,
Eid mita deta hai insan mai duriyan,
Eid hai khuda ka ek nayam tabarok
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARIK
aao milaen k aaj EID ka din hai
musarrato,n muskarahto,n deed ka din hai
gillay bhulaen, dilon ko saaf ab kar lein
ranjishon ko mitaen k saat-e-saeed ka din hai
"EID MUBARIK"
Is Eid ke Mubarak maukey par,Poori ho aapki sabhi duayen,Dil sey yeh dua hai gam na aapko kabhi sataaye,Allah bless u on this Eid!
Woh Janwaron Ki Khushbu,
Woh Gobar Ki Badbu,

Woh Sardi Main Mandi Jana,
Aur Janwaron K Sath Latak Kar Wapas Aana,

Woh Pinduon K Nakhray,
Aur Hamara Satana,

DIL Pasand K Bachhray,
Lasani Ki Bachhriyan,

Mubarak Ho Aapko EID Ki Khushiyan,
In Advance. :-)
Bakra debit
Cash credit

Qurbani debit
Gosht Credit

Qasai Debit
Khaal Credit

Aap Debit
Hum Credit

Eid Mubarik...

Hamara Msg Debit
Apka Reply Credit

[[ Eid Ul Azha Mubarik ]]