Suraj ki kirne, taaron ki bahaar.
Chand ki chandni, apno ka pyaar.
Har ghadi ho khushaal.
ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar!
"EID MUBARAK"
Jaanwar Kitne Saal K Ho to Us Ki Qurbani Jaiz Ho Gi?
>Ount (camel) 5 Saal K,
>Gaaye (cow) 2 Saal Ki,
>Bakra ya Bakri 1 Saal Ki
>Dunba ya Bhair K 6 Mahinea K Bacha Agar itna Bara Ho K Door Se Dikhne ME 1 Saal K Lage To Us Ki Qurbani Jaiz He.