apne SMS Messages896 messages

Ek pathan rozana apne parosi ki bell

Baja kar bhaag jata tha

Ek din parosi ne pakar kar poocha, ye kya harkat hai?

Pathan: Ye hum miss bell marta hai.
Purani Kahawat hai ke,

Sonay ke time Tension ko saath le ker nahi sona chaiye.

Lekin phir bhi Log pata nahi kiu??

Apni Biwi ko apne saath le ker sotay hein.???
mera bus chale to aapki yaadein khareed loon


apne jeene ke waaste aapki baatein khareed loon


ker sakein ko her waqt deedaar aapka


sub kuch luuta ker wo aankhain khareed loon
mera bus chale to aapki yaadein khareed loon


apne jeene ke waaste aapki baatein khareed loon


ker sakein ko her waqt deedaar aapka


sub kuch luuta ker wo aankhain khareed loon
Waqt Badalta Hai Zindagi Ke Sath Zindagi Badalti Hai Mohabbat Ke Sath Mohabbat Nahi Badalti Apno Ke Sath Bas apne Badal Jate Hain Waqt Ke Sath,
Santa Ko Ek Bar Paisi Ki Jarurat Thhi, apne Dost Banta Ko Bola.

Santa: “Yaar Mujhe 3000 Rs De De, Main Tujhe 2 Mahine Ke Baad Lota Dunga.”

Banta Ne Paisi De Diye, Mahine Bad Jab Santa Se Paisi Mange To Santa Use Ek Lota Dete Hue Bola.

Santa: “Ye Le Apna Wada Pura Kar Raha Hun, Pakad Ye Lota.“
1 Murghi ne apne malik ko khush karne k lea sawa kilo ka 1 anda dia

malik bohat khush hua aur murghi ko shabash di

murghi ko shabash to mil gae magar
Pichware ka dard sari umar na gea

Moral:
ziada efficiency dikhane se apni he watt lagti hai malik ke nahi
'Assalam-o-Alaikum' 4 PERSONS, 4 QUOTES

1. Jo log khud gharz hote hain wo kabhi ache dost nahi hote.
[Hazrat Abu-Bakar Sidique R.A]

2. Jo shakhs apne khaloos ki qasmain khaye uss per aitmaad na karo.
[Hazrat Umar R.A]

3. Muhabbat sab se karo magar aitbaar chand logon per.
[Hazrat Usman Ghani R.A]

4. Ache logon ki aik khubi ye bhi hoti hai k unhain yad rakhna nahi parta wo yad reh jate hain..
Jab tum namaz nahi parhatey to ye maat soochoo keh tumhien waqt nahi mila , Balkey ye soochoo keh aisi kon si khata hui keh ALLAH TALA nien tumhien apney samney khara karna bhi pasand nahi kia.
Kal raat menien apney sarey gham asmaan ko suna diye "DOST"
Aaj me khamosh hoon aur roo raha hai asmaan...!
Tanha Tanha si Raat or Tanha Tanha se Hum

Afsurda Afsurda Yaden,

Bheega Bheega Mosam,

Sookhey patton ka Shor,

Andhery ki Sargoshi,

Dharkan ki Aahat,

Qismat se apne Shikway,

Tere ehsas ka atoot bandhan,

Tere sath guzre pal,

Tere loat aanay ke Umeeden,

Tere raste pe nazar,

Lamha lamha rat ka Dhalna,

Pal pal apni as ka Tootna,

Dil ke zakhmon ka ghera hona,
Air hostess: Sir kya loge?
Sardar: Milk Badam, Kheer, Bread Pakora n Tandoori Chicken wid Naan.
Airhostess: Sir tusi jahaaz te aaye ho,
apne PYO DE VYAAH te nhi!